Gham-E-Yaar Se Shikayat Lyrics – Anuradha Paudwal
Gham-e-yaar se shikayat
Gham-e-yaar se shikayat
Kabhi thi na hai na hogi
Humein gair se mohabbat
Humein gair se mohabbat
Kabhi thi na hai na hogi
Gham-e-yaar se shikayat
Hain basi teri hi surat
Mere dil ke aaine mein
Hain basi teri hi surat
Kisi aur ki to surat
Kisi aur ki to surat
Kabhi thi na hai na hogi
Humein gair se mohabbat
Humein gair se mohabbat
Kabhi thi na hai na hogi
Gham-e-yaar se shikayat
Kabhi thi na hai na hogi
Gham-e-yaar se shikayat
Tere daamane wafaa mein
Mujhe mill gaya hani sabkuch
Tere daamane wafaa mein
Mujhe mill gaya hain sabkuch
Tere daamane wafaa mein
Mujhe mill gaya hani sabkuch
Mujhe aarzoo e jannat
Mujhe aarzoo e jannat
Kabhi thi na hai na hogi
Humein gair se mohabbat
Humein gair se mohabbat
Kabhi thi na hai na hogi
Gham-e-yaar se shikayat.