Gham E Hasti Se Bas Lyrics – Mohammed Rafi
खुदाया काश मैं दीवाना होता
ग़म ए हस्ति से बस बेगाना
चली आती क़यामत अंजुमन में
चली आती क़यामत अंजुमन में
गुलों को आग लग जाती चमन में
अलग बैठा
अलग बैठा कोई मस्ताना होता
खुदाया काश मैं दीवाना होता
ग़म ए हस्ति से बस बेगाना
जो देखा है सुना है ज़िन्दगी में
जो देखा है सुना है ज़िन्दगी में
वो बनके दर्द रह जाता न जी में
फ़क़त एक ख्वाब
फ़क़त एक ख्वाब एक अफसाना होता
कुदाया काश मैं दीवाना होता
ग़म ए हस्ति से बस बेगाना
उसी दीवानगी में बेखुदी में
उसी दीवानगी में बेखुदी में
न खुलती आँख साड़ी
ज़िन्दगी में सदा गर्दिश में
सदा गर्दिश में एक पैमाना होता
खुदाया काश मैं दीवाना होता
ग़म ए हस्ति से बस बेगाना होता
खुदाया काश मैं दीवाना होता.
Khudaya kaash main deewana hota
Gham e hasti se bas begaana
Chali aati qayaamat anjuman mein
Chali aati qayaamat anjuman mein
Gulon ko aag lag jaati chaman mein
Alag baitha
Alag baitha koi mastaana hota
Khudaya kaash main deewana hota
Gham e hasti se bas begaana
Jo dekha hai suna hai zindagi mein
Jo dekha hai suna hai zindagi mein
Wo banake dard rah jaata na ji mein
Faqat ek kwaab
Faqat ek kwaab ek afasaana hota
Khudaya kaash main deewana hota
Gham e hasti se bas begaana
Usi deewanagi mein bekudi mein
Usi deewanagi mein bekudi mein
Na khulati aankh saari
Zindagi mein sada gardish mein
Sada gardish mein ik paimaana hota
Khudaya kaash main deewana hota
Gham e hasti se bas begaana hota
Khudaya kaash main deewana hota.