Ghair Ko Dard Suna Lyrics – Anup Jalota
Ghair ko dard suna ne ki
Zaroorat kyaa hain
Ghair ko dard suna ne ki
Zaroorat kyaa hain
Apne zaghade mein
Zamane ki zaroorat kyaa hain
Ghair ko dard suna ne ki
Zaroorat kyaa hain
Dil se mera naam kabhi
Tum mitta sakte nahin
Dil se mera naam kabhi
Phir kitabo se mitane ki
Zaroorat kyaa hain
Phir kitabo se mitane ki
Zaroorat kyaa hain
Apne zaghade mein
Zamane ki zaroorat kyaa hain
Ghair ko dard suna ne ki
Zaroorat kyaa hain
Zindagi yunhi bahot kam hain
Mohabbat ke liye
Zindagi yunhi bahot kam hain
Mohabbat ke liye
Ruth kar waqt ghawane ki
Zaroorat kyaa hain
Ruth kar waqt ghawane ki
Zaroorat kyaa hain
Apne zaghade mein zamane ki
Zaroorat kyaa hain
Ghair ko dard suna ne ki
Zaroorat kyaa hain
Dil na mil paaye to phir
Aankh bacha kar chal do
Dil na mil paaye to phir
Aankh bacha kar chal do
Besabab hath milane ki
Zaroorat kyaa hain
Besabab hath milane ki
Zaroorat kyaa hain
Apne zaghade mein zamane ki
Zaroorat kyaa hain
Ghair ko dard suna ne ki
Zaroorat kyaa hain
Ghair ko dard suna ne ki
Zaroorat kyaa hain.