Ghaayal Tune Mujhe Kar Diya Lyrics – Bappi Lahiri, S. Janaki
Ghayal ghayal ghayal
Tune mujhe kar diya
Tahe dil se tujhe chaaha
Mukkadar se tujhe maanga
Tahe dil se tujhe chaaha
Mukkadar se tujhe maanga
Tujhe maanga tujhe
Maanga tujhe maanga
Pagal pagal pagal
Tune mujhe kar diya
Bahaaya jo lahu dil ka
Mehfil ko rang diya
Bahaaya jo lahu dil ka
Mehfil ko rang diya
Rang diya rang diya
Yeh sab jhut hai maine
Ise goli maari hai
Manu niki main sach kehata hu
Yeh aur naach nahin paayegi
Yeh mar jaayegi
Sabki nigahein tujhpe lagi hai
Rakhana zara hausala
Ghungaru nahin tere paanv
Mein bijali hai yun na tu tufaan utha
Sabki nigahein tujhpe lagi hai
Rakhana zara hausala
Ghungaru nahin tere paanv mein
Bijali hai yun na tu tufaan utha
Bahot hai ghum hai saansein
Kam kisi dam ka bharosa kya
Bahot hai ghum hai saansein
Kam kisi dam ka bharosa kya
Bharosa kya bharosa kya
Are ghayal ghayal ghayal
Tune mujhe kar diya
Tahe dil se tujhe chaaha
Mukkadar se tujhe maanga
Tahe dil se tujhe chaaha
Mukkadar se tujhe maanga
Tujhe maanga tujhe
Maanga tujhe maanga
Mein saara jahaan chhodake
Titali ke jaise udati phiru
Main chaahe jidhar mod le
Tere liye hi aayi yaha mein
Saara jahaan chhodake
Titali ke jaise udati phiru
Main chaahe jidhar mod le
Huwa paida jahaan jabse
Main tab se hoon tera shaida
Huwa paida jahaan jabse
Main tab se hoon tera shaida
Tera shaida tera shaida
Pagal pagal pagal
Tune mujhe kar diya
Bahaaya jo lahu dil ka
Mehfil ko rang diya
Bahaaya jo lahu dil ka
Mehfil ko rang diya
Are pagal pagal pagal
Tune mujhe kar diya
Bahaaya jo lahu dil ka
Mehfil ko rang diya
Rang diya rang diya.