Geet Amar Ho Jaaye Lyrics – Manna Dey, Usha Mangeshkar
Suro ko basa lo
Apne suro mein mere
Suro ko basa lo
Yeh geet amar ho jaaye
Yeh geet amar ho jaaye
Apne suro mein mere
Suro ko basa lo
Yeh geet amar ho jaaye
Yeh geet amar ho jaaye
Bol rasile hotho
Pe aise saja lo
Yeh geet amar ho jaye
Yeh geet amar ho jaye
Apne suro mein mere
Suro ko basa lo
Jadu jage sur sargam ka
Aashao ka rup khile jadu jage
Jadu jage sur sargam ka
Aashao ka rup khile
Do hai rahe sukh sapno ki
Har pal sheetal dup khile
Tum sangeet ko jivan
Meet bana lo
Tum sangeet ko jivan
Meet bana lo
Yeh geet amar ho jaye
Yeh geet amar ho jaye
Apne suro mein mere
Suro ko basa lo
Jhum uthe yeh
Sang ki bela
Jhum uthe yeh
Sang ki bela
Barsati bunde barsao
Lehke mehke jivan mein
Aisi kaliya bikhrao
Sawan ke tum sare
Rang chura lo
Sawan ke tum sare
Rang chura lo
Yeh geet amar ho jaye
Yeh geet amar ho jaye
Apne suro mein mere
Suro ko basa lo
Dhimi dhimi ley par vyakul
Dhadkan ko bhi gane do
Dhimi dhimi
Dhimi dhimi ley par vyakul
Dhadkan ko bhi gane do
Aaj milan ke aangan mein
Tum ujiyara ho jaane do
Man ke dware preet
Ke geet jala lo
Man ke dware preet
Ke geet jala lo
Yeh geet amar ho jaye
Yeh geet amar ho jaye
Apne suro mein mere
Suro ko basa lo
Yeh geet amar ho jaye
Yeh geet amar ho jaye
Apne suro mein mere
Suro ko basa lo.