Gao Re Gao Lyrics – Kishore Kumar
Gham ho tumhara yaa meri khushi
Ek hai dono baat
Dukh mein bhi hum saath hai yaaro
Sukh mein bhi hai hum saath
Bolo gachkum maharaj ki jai
Are gaao re gaao aa haan
Taali bajaao
Gaao re gaao aa haan
Taali bajaao
Are meri taraf se khushiyaan manao
Ho jaaye yaaro dhamaal
Gaao re gaao aa taali bajaao
Meri taraf se khushiyaan manao
Ho jaaye yaaro dhamaal
Are gaao re gaao gaao gaao gaao..
Taali bajaao are bajaao re
Aayi hai ghar se taaza khabar
Sunne se pehale thaamo jigar
Bolo bolo bolo aisi kya baat hai
Haan niklega chanda ghar mein mere
Chamkega jis se saara nagar
Thaali utha lota pakad
Chhota nahi are mota pakad
Thaali utha lota pakad
Chhota nahi mota pakad
Matka utha theka laga
Gamchha nahi chamcha pakad
Baaja nahi toh bartan bajaiyo
Maine kiya hai kamaal
Gaao re gaao aa haan
Taali bajaao
Meri taraf se khushiyaan manao
Ho jaaye yaaro dhamaal
Gaao re gaao gaao gaao gaao..
Taali bajaao aye bajaao re
Do so athara chula jalaah
Paani mein aata nai nai nai
Aate mein paani jaldi mila
Re numbar pachattar roti jali
Khaana hai taiyyar ghanta baja
Garma garam khaale zara
Roti nahi boti badha
Garma garam khaale zara
Roti nahi boti badha
Sharma nahi ghar hai tera
Aalu patak murgi utha
Murgi samaj ke baigan dabaiyyo
Assi kilo moti laddu khaao
Gaao re gaao aa haan taali bajaao
Meri taraf se khushiyaan manao
Ho jaaye yaaro dhamaal
Gaao re gaao aye gaare
Taali bajaao aye bajaao re
Dharti pe utra neela gagan
Khushboo se mehka saara chaman
Dil ki tamanna puri karo
Baahon mein lelo pyare sajan
Koi na ho apne siva
Aao chale aisi jagaah
Oye oye mundu kidhar kho gaya
Aaye kahaan ho hosh mein aao
Kuchh to karo ji khayaal
Gaao re gaao aa haan taali bajaao
Meri taraf se khushiyaan manao
Ho jaaye yaaro dhamaal
Gaao re gaao aye gaare
Taali bajaao aye bajaao re
Gaao re gaao aye gaare
Taali bajaao aye bajaao re.