Gaiya Lakho Ki Hai Maiya Lyrics – Asha Bhosle
Kamjor samajh ke gaiya pe
Hath na uthao
Kamjor samajh ke gaiya pe
Hath na uthao
Gaiya lakho ki hai maiya
Lakho ki hai maiya
Bhaiya dur hath jao re
Samne na aao
Kamjor samajh ke gaiya pe
Hath na uthao
Gaiya lakho ki hai maiya
Lakho ki hai maiya
Bhaiya dur hath jao re
Samne na aao
Gaiya vo mata hai jiske
Tan me devta rahe
Tan me devta rahe
Iski seva se ghar ghar me
Ganga dudh ki bahe
Ganga dudh ki bahe
Aisi mata ko sata ke
Maa ka dudh na lajao re
Gaiya lakho ki hai maiya
Lakho ki hai maiya
Bhaiya dur hath jao re
Samne na aao
Jalte ghee ke diye
Ghar ki lazmi ko kyu mare
Papi peth ke liye
Papi peth ke liye
Apna muh kala karke
Auro ke deeo na bhujao re
Gaiya lakho ki hai maiya
Lakho ki hai maiya
Bhaiya dur hath jao re
Samne na aao re
Pani ghat pe jinda rah ke
Ye duniya ko jilati
Ye duniya ko jilati
Apne bachade ka hak cheen
Tumko dudh pilati
Tumko dudh pilati
Jiska makkan khate tum
Uspe talwat na chalao
Gaiya lakho ki hai maiya
Lakho ki hai maiya
Bhaiya dur hath jao re
Samne na aao re
Kamjor samajh ke gaiya pe
Hath na uthao
Gaiya lakho ki hai maiya
Lakho ki hai maiya
Bhaiya dur hath jao re
Dur hath jao.