Filmon Ke Saare Hero Lyrics – Amit Kumar
Filmon ke saare hero
Mere aage hai sare zero
Filmon ke saare hero
Mere aage hai sare zero
Thiyetar ke andar na jau
Aa bahar sanema dikhau
Thiyetar ke andar na jau
Aa bahar sanema dikhau
Jo kahe tu main ban ke batau
Filmon ke saare hero
Mere aage hai sare zero
Filmon ke saare hero
Mere aage hai sare zero
Dhoti kurta pehan ke niklu
Jab main bich bazariya
Mujh par jaan lutaye re bhaiya
Sagre gav ki goriya puchhu puchhu
Main chhora ganag tat wala
Fida hai mujh par hindustan
Main chhora ganag tat wala
Fida hai mujh par hindustan
Oo babua yahi meri pehchan
Hamesha raku mai muh me pav
Main chhora ganag tat wala
Fida hai mujh par hindustan
Main chhora ganag tat wala
Fida hai mujh par hindustan
Isiliye to khate hai, kya
Filmon ke saare hero
Mere aage hai sare zero
Filmon ke saare hero
Mere aage hai sare zero
Hoon bhola bhala
Par main hoon dil wala,
Dilwala himatwala
Phulo ki dali main hoon
Mwali mujhse nazar mila
Oo aa ja ingeva oo aa ja ingeva
Oo aa ja ingeva oo aa ja ingeva
Isiliye to khata hu, kya
Filmon ke saare hero
Mere aage hai sare zero
Filmon ke saare hero
Mere aage hai sare bilkul zero
Jeevan hai ek rasta
Main hoon rahi anjana
Sari duniya meri
Apni koi nahi begana
Jeevan hai ek rasta
Main hoon rahi anjana
Sari duniya meri
Apni koi nahi begana
Har dil mujhko pyar kare
Main hoon aisa deewana
Har dil mujhko pyar kare
Main hoon aisa deewana
Jeevan hai ek rasta
Main hoon rahi anjana
Sari duniya meri
Apni koi nahi begana
Har dil mujhko pyar kare
Main hoon aisa deewana
Har dil mujhko pyar kare
Main hoon aisa deewana
Isiliye to khata hoon,
Yahi to tha ek hero
Jiske aage main zero baki
Filmon ke saare hero
Mere aage hai sare zero
Filmon ke saare hero
Mere aage hai sare zero.