Fatak Bam Bam Lyrics – Abhijeet Bhattacharya
Shikho humse koi chakkar
Chinta chato fikar ko fato
Mast raho hardam
Fatak bam bam bam
Fatak bam bam
Fatak bam bam bam
Fatak bam bam
Jis se kuch pad jaaye kaam
Usko pehle karo pranam
Hindu ho to raam raam
Musalman ko karo salam
Pakdo chhoti khincho kan
Chipke raho subah se shyam
Kaam huye tak uska naam
Kaam hua phir radhe shyam
Radhe shyam
Matlab ho imaan hamara
Swarath rahe dharam
Fatak bam bam bam
Fatak bam bam
Fatak bam bam bam
Fatak bam bam
Jiski laathi uski bhens
Bahut purana hai sandes
Tum to khali dudh peeo
Kau ka lanka ko updes
Kaha se chara laaonge
Maal kaha paket mein se
Beena ghas ke dudh kaha
Bhukh se mar jayegi bhens
Kholo koi dharam duwara
Chanda karo hajam
Fatak bam bam bam
Fatak bam bam
Fatak bam bam bam
Fatak bam bam
Uska sab se uncha darja
Jo kehlaye chalta purjha
Usko koi kami nahi hai
Jisko lena aaye karja
Phir iss mein kahe ka harja
Karja le kar bhale mukarja
Pet ka yeh sawal hai
Baimani par saaf utar jaa
Jo sachai ka mara hai
Uska bhagy naram
Fatak bam bam bam
Fatak bam bam
Fatak bam bam bam
Fatak bam bam
Chalaki aur chakme baji
Se rehte bhagwan bhi raji
Ulte sidhe karam kiye se
Bande kitne kapie haji
Tu to hai sabka jijaji
Phir kahe ki punji haji
Maal mithai mil jaaye to
Kyu khata hai puri bhaji
Geeta ne bhi ghyan bagara
Karle koi karam
Fatak bam bam bam
Fatak bam bam
Fatak bam bam bam
Fatak bam bam
Are ek hota hai namak haram
Ek hota hai namak halal
Jiska namak kamaye maal
Uska hi hai namak kamal
Dhum dhadaka karo dhamal
Har din apna naya bawal
Faila jag mein apna jaal
Ho jayega mala maal
Iss duniya mein jeena ho to
Ban jaa item bam
Fatak bam bam bam
Fatak bam bam
Fatak bam bam bam
Fatak bam bam
Hum hai pakad laal bhujakad
Shikho humse koi chakkar
Chinta chato fikar ko fato
Mast raho hardam
Fatak bam bam bam
Fatak bam bam
Fatak bam bam bam
Fatak bam bam
Fatak bam bam bam
Fatak bam bam
Fatak bam bam bam
Fatak bam bam
Fatak bam bam bam
Fatak bam bam
Fatak bam bam bam
Fatak bam bam.