Falsafa Yeh Zindagi Ka Lyrics – Altaf Raja
Ye mashala hi aisa tha ki hal na kar saka

Ae jindagi mai tujhko mukammal na kar saka

Falsafa yeh zindgi ka koi bhi ab tak na samjha
Falsafa yeh zindgi ka koi bhi ab tak na samjah
Koi aaye koi jaye sab ke sab hai musafir
Char dino se jayda koi rahta nahi hai raaji
Ajnabi in logo me laage her chehra apna
Falsafa yeh zindgi ka
Mausam ki parvah kise hai barish ho ya sardi

Apne apne daftar jaane ki sanko hai jaldi
Sabki aanko me sapne hai aur
Laage man pyasa pyasa
Falsafa yeh zindgi ka
Lambe safar ki katir yu to sab ke sab aate hai

Kai musafir raste me hi utar jate hai
Udh jata hai ruh ka panchi
Mil jaye moka ye jara sa

Kitni sari beed me insa lage tanha tanha