Faasle Lyrics

in

"Faasle" Song Details:

TV Show: Coke Studio Pakistan - Season 10 (2017)
Singer(s):Kaavish (Band), Qurat-ul-Ain Balouch
Lyricist(s):Jaffer Zaidi
Composer(s):Jaffer Zaidi
Music Director(s):Jaffer Zaidi
Genre(s):Love
Director(s):The Coca-Cola Company
Music Label:© Coke Studio
Starring:Ali Sethi, Aima Baig, Danyal Zafar, Ali Zafar, Rahat Fateh Ali Khan, Jabar Abbas, Syed Raza Jan Raxa Raju, Momina Mustehsan, Waqar Ehsin, Attaullah Khan Esakhelvi, Sanwal Khan Esakhelvi, Qurat-ul-Ain Balouch, Sahir Ali Bagga, Hina Nasrullah, Ali Hamza (Noori), Nabeel Shaukat Ali, Faraz Anwar, Faiza Mujahid, Ahmed Jahanzeb, Zaw Ali, Sajjad Ali, Nirmal Roy, Umair Jaswal, Farhan Saeed, Akbar Ali, Rachel Viccaji, Shuja Haider, Jaffer Zaidi, Humaira Channa, Mekaal Hasan, Salman Ahmad, Shani Arshad, Arieb Azhar, Ali Noor Noori, Irteassh, Humera Arshad, Kaavish, Amanat Ali, Natasha Khan, Javed Bashir, Shafqat Amanat Ali, Strings
Release on:11th August, 2017

Faasle Lyrics – Kaavish (Band), Qurat-ul-Ain Balouch

Huve faasale
Jhoothe silsile
Toote huve dil jaayein kahaan
Mujhe jo khushi mili naa kabhi
Jaaye tere sang jaaye tu jahaan

Meri yeh dua hai ke tera jeevan yunhi
Chalta rahe saari khwaahishen hon poori
Teri duniya mein na ho yeh kami
Na ho yeh kami

Yaad hai mujhe teri har adaa
Muskuraahatein teri
Tera mujh se chupke se yoon
Kehna ke “tu hai meri”

Jaane yeh kya ho gayaa
Ho gaye judaa
Tere waaste sab hi raaste
Chhod ke main aayi yahaan
Tu toh naa mila
Yoonhi chal diya
Leke mera dil jaane tu kahaan

Jaaunga kahaan
Main toh hoon yahaan
Tere dil ki aahaton mein hoon

lyricsbogie.com
Sapno mein tu
Sochon mein tu
Har lamhe mein tu
Dhadke yeh dil tere hi liye
Hoga kisi ka na ab yeh

Ja raha hoon main
Ja rahi hoon main
Ja raha hoon main
Ja rahi hoon main.

Faasle Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.