Ek To Sharaab Kam Lyrics – Pankaj Udhas
Hmmm..hmm
Kuch bhi nahi tha lekin,
Tera sahara tha..
Jo kuch bhi tha, wo sab kuch,
Wo sab kuch luta hua hai,
Luta hua hai..
Luta hua hai..
Ek to sharab kam,
Aur paimaana tuta hua hai
Ek to sharab kam,
Aur paimaana tuta hua hai
Chehre pe zakhm hote kitne, uspe aaina,
Tuta hua hai, tuta hua hai
Tuta hua hai, tuta hua hai
Ek hi mili hai zindagi,
Kis kis ki karu mein bandagi
Ek hi mili hai zindagi,
Kis kis ki karu mein bandagi
Khuda ko mana liya hai, aur sanam
Rutha hua hai, rutha hua hai
Rutha hua hai, rutha hua hai
Chahe laakh bana tu aashiq,
Gairo ko magar
Chahe laakh bana tu aashiq,
Gairo ko magar
Tera honth mere honth se, mere honth se,
Jutha hua hai, jutha hua hai
Jutha hua hai, jutha hua hai
Ek to sharab kam,
Aur paimaana tuta hua hai
Ek to sharab kam,
Aur paimaana tuta hua hai
Chehre pe zakhm hote kitne, uspe aaina,
Tuta hua hai, tuta hua hai
Tuta hua hai, tuta hua hai
Uspe zamana kharab,
Haii re tera yeh husn,
Uspe zamana kharab,
Nasha hi nahi tera saath bhi,
Tera saath bhi,
Choota hua hai, choota hua hai
Choota hua hai, choota hua hai
Dil uth gaya ab to teri mohabbat se,
Dil uth gaya ab to teri mohabbat se,
Fir bhi teri dua mein, yeh haath,
Yeh haath…
Uttha hua hai, uttha hua hai
Uttha hua hai, uttha hua hai
Ek to sharab kam,
Aur paimaana tuta hua hai
Ek to sharab kam,
Aur paimaana tuta hua hai
Chehre pe zakhm hote kitne, uspe aaina,
Tuta hua hai, tuta hua hai
Tuta hua hai, tuta hua hai.