Ek Tahzeebon Ka Sangam Hain Lyrics – Kavita Krishnamurthy
Jise duniya bharat kehti hain
Ek tahzeebon ka sangam hain
Jise duniya bharat kehti hain
Tulsi ke do hoke sang
Tulsi ke do hoke sang
Galib ki gajal bhi rehti hain
Ye bharat hain
Mera bharat hain
Bharat ka badan koi kaat sake
Aisi koi shamsheer nahin
Bharat ka badan koi kaat sake
Aisi koi shamsheer nahin
Khoon itna diya shaheedo ne
Ganga mein jitna neer nahin
Saari komo ka haq ispar
Saari komo ka haq ispar
Kisi ek ki ye jagir nahin
Ye bharat hain
Mera bharat hain
Mera bharat hain
Guruo ne hame jo gyaan diya
Us gyaan ko kaise bantoge
Wedo ko kaise bantoge
Kuran ko kaise bantoge
Har majhab ki ye dharti maa
Har majhab ki ye dharti maa
Tum maa ko kaise bantoge
Ye bharat hain
Mera bharat hain
Tera bharat hain
Ek tahzeebon ka sangam hain
Jise duniya bharat kehti hain
Ek tahzeebon ka sangam hain
Ho jise duniya bharat kehti hain
Tulsi ke do hoke sang
Tulsi ke do hoke sang
Galib ki gajal bhi rehti hain
Ye bharat hain
Mera bharat hain
Mera bharat hain
Ye bharat hain
Mera bharat hain
Mera bharat hain.