Ek Se Bhale Do Se Bhale Chaar Lyrics – Asha Bhosle
Ek se do bhale do se bhale char
Manjil apni dur hai rasta karna par
Ek se do bhale do se bhale char
Manjil apni dur hai rasta karna par
Hum haste gate chal diye
Haste gate chal diye
Hum mauj audate chal diye
Mauj audate chal diye
Hum haste gate chal diye
Mauj audate chal diye
Ekta ki been se sur
Milake chal diye
Ekta ki been se sur
Milake chal diye
Sath sath baj rahe
Hai dil ke tar tar
Ek se do bhale do
Se bhale char
Manjil apni dur
Hai rasta karna par
Medhe rashte
Ye unche niche raste
Niche raste
Ye tedhe medhe rashte
Ye unche niche raste
Isliye baanye gaye
Hai hamare walte
Isliye baanye gaye
Hai hamare walte
Sikh le musibato
Ko kaise karna par
Ek se do bhale do
Se bhale char
Manjil apni dur
Hai rasta karna par
Hum thakne walo me nahi
Thakne walo me nahi
Hum rukne walo me nahi
Rukne walo me nahi
Hum thakne walo me nahi
Hum rukne walo me nahi
Aasma ke samne bhi
Jhukne walo me nahi
Aasma ke samne bhi
Jhukne walo me nahi
Aaye afto ke bhala
Andhiya hazar
Ek se do bhale do
Se bhale char
Manjil apni dur
Hai rasta karna par
Hum aage badte jayenge
Aage badte jayenge
Hum unche chadte jayenge
Unche chadte jayenge
Hum aage badte jayenge
Hum unche chadte jayenge
Apni kamjoriyo se
Khud hi ladte jayenge
Apni kamjoriyo se
Khud hi ladte jayenge
Gate jayenge sabhi
Hum ye bar bar
Ek se do bhale do
Se bhale char
Manjil apni dur
Hai rasta karna par
Ek se do bhale do
Se bhale char
Manjil apni dur
Hai rasta karna par.