Ek Sawal Hai Tumse Yeh Mera Lyrics

in

"Ek Sawal Hai Tumse Yeh Mera" Song Details:

Movie: Bhoot Bungla (1965)
Singer(s):Kishore Kumar
Lyricist(s):Hasrat Jaipuri
Composer(s):R. D. Burman
Music Director(s):R. D. Burman
Genre(s):Masti
Director(s):Mehmood
Music Label:© Saregama
Starring:Mehmood, Tanuja, Nasir Hussain

Ek Sawal Hai Tumse Yeh Mera Lyrics – Kishore Kumar

lyricsbogie.com
Hey, hey
Are haan, haan
Ek sawaal hai
Tumse yeh mera
Duniya ki raahon mein
Darte ho kyon bhala
Ek sawaal hai
Tumse yeh mera
Duniya ki raahon mein
Darte ho kyon bhala
Bachchon, darte ho kya
Haan
Kis se
Bhooton se

Jaan lo, tum yeh jaan lo
Are koi nazdin pari
Khuda ka naam lo
Jaan lo, tum yeh jaan lo
Koi nazdin pari
Khuda ka naam lo
Hum nahin maante
Jhoothi kahaniyaan
Hum nahin maante
Jhoothi kahaniyaan
Are re hey hey hey, ho ho ho
Hey, hey
Are haan, haan

Ek sawaal hai, tumse yeh mera
Duniya ki raahon mein
Darte ho kyon bhala
Are ab bhi darte ho kya
Haan
Ab kis se darte ho
Roohon se
Bakwaas band
Roohein, hawaa ke jhonke hain
Hamare dil ke
Sunhere dhoke hain
Daro mat, kya samjhe
Roohein, hawaa ke jhonke
Hamare dil ke, sunhere dhoke
Insaan se badhkar, koi na zaalim
Insaan se badhkar, koi na zaalim
Are re hey hey hey, ho ho ho
Hey, hey
Are haan, haan

Ek sawaal hai, tumse yeh mera
Duniya ki raahon mein
Darte ho kyon bhala
Bolo bachchon, ab kya hai
Ab hum nahin darte
Hum to sher ban gaye
Shaabaash, shaabaash
Laadlon, sab ke laadlon
Bhaagein yeh bhoot bhi
Tum jaise sher she
Laadlon, sab ke laadlon
Bhaagein yeh bhoot bhi
Tum jaise sher se
Shaitaan ke baap ho
Table ki thaap ho haan haan
Shaitaan ke baap ho
Table ki thaap ho
Shaitaan ke baap ho
table ki thaap ho
Are re hey hey hey, ho ho ho
Hey, hey
Are haan, haan

Ek sawaal hai, tumse yeh mera
Duniya ki raahon mein
Darte ho kyon bhala
Ek sawaal hai, tumse yeh mera
Duniya ki raahon mein
Darte ho kyon bhala.

Ek Sawal Hai Tumse Yeh Mera Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.