Ek Sarzameen Lyrics – Anjana Ankur Singh
Ek sarzameen ne jo zehar ugaya hai
Usne usi ka gulistan jalaya hai
Chalate hai jo havaaniyat ke karvaane
Usne unhi ke farishton ko sulaya hai
Ek sarzameen ne jo zehar ugaya hai
Usne usi ka gulistan jalaya hai
Chalate hai jo havaaniyat ke karvaane
Usne unhi ke farishton ko sulaya hai
Nana na na..nana na na
Farsh pe bikhri wo kitaaben
Khamosh padi wo awaazein
Chilaati hai wo deewarein
Darr se dodte wo bechare
Nana na na..nana na na
Zannat ko nafrat hai unse
Jahnoom ne bhi unhe thukraya hai
Har tadapti insaniyat ne unke liye
Bad-duaon ka kabristan banaya hai
Masoom ki maiyat jab uthi toh
Mamta bhare kalejon ne khoon bhaya hai
Mazhab aur mulak ki baat mat karna
Aaj shetano ne farishton ko dafnaya hai
Nana na na..nana na na
Num aankhon mein jhalakte
Bikhre wo safed kapde
Kafan se hai jo lipte
Dil ke kitne tukde
Ek sarzameen ne jo zehar ugaya hai
Usne usi ka gulistan jalaya hai.