Ek Samay Ki Baat Dhyan Mein Lyrics – Asha Bhosle
Shankar mahayati kaliya chunti
Jhum jhum kar gati thi yehe parvati
Sati ka pati se hi samman
Pati hai patni ka bahgwan
Geet ye jeevan ka geet ye jeevan ka
Sati ka pati se hi samman
Pati hai patni ka bahgwan
Geet ye jeevan ka geet ye jeevan ka
Pati ki mahima parbhu ki mahima
Jeevan ka sangeet hai ye sapnpo ki
Sarakh arti ye prano ka geet hai
Pati ki mahima parbhu ki mahima
Jeevan ka sangeet hai ye sapnpo ki
Sarakh arti ye prano ka geet hai
Jeevan dhan ka diya prabhu ne
Nari ko wardan
Geet ye jeevan ka geet ye jeevan ka
Sati ka pati se hi samman
Pati hai patni ka bahgwan
Geet ye jeevan ka geet ye jeevan ka
Pati puja ka deep hai man mandir ki
Mala pati puja ka deep hai man
Mandir ki mala piya naam ka diya
Jagaye jeevan mein ujiyala ho
Jeevan me ujiyala
Bina pati ke kaha sati ka hota hai
Kalyan geet ye jeevan ka geet ye jeevan ka
Sati ka pati se hi samman
Pati hai patni ka bahgwan
Geet ye jeevan ka geet ye jeevan ka
Sati ka pati se hi samman
Pati hai patni ka bahgwan
Geet ye jeevan ka geet ye jeevan ka.