Ek Padosi Lyrics – Kishore Kumar
Are chhote aur bade ka ab to
Hu aa purana kissa
Are duniya ki jaagir hai sab ka
Ek barabar hissa
Ek padosi raat ko soye
Aur dusara roye
Ek padosi raat ko soye
Aur dusara roye
To insaaf kahan ka hai
Ye insaaf kahan ka hai
Ye insaaf kahan ka hai
Are kaho agar isaan kisi ki
Raah me kante boye
Kaho agar isaan kisi ki
Raah me kante boye
To insaaf kahan ka hai
Ye insaaf kahan ka hai
Ye insaaf kahan ka hai
Banaya maalik ne sab ke liye hai
Chaand sitaaro ko
Banaya maalik ne sab ke liye hai
Chaand sitaaro ko
To phir kya haq hai
To phir kya haq hai bade
Ko kare taqasim bahaaro ko
Kare taqasim bahaaro ko
Sab ke baag bagiche par
Jab ek ka kabja hoye
Sab ke baag bagiche par
Jab ek ka kabja hoye
To insaaf kahan ka hai
Ye insaaf kahan ka hai
Ye insaaf kahan ka hai
Ek padosi raat ko soye
Aur dusara roye
To insaaf kahan ka hai
Ye insaaf kahan ka hai
Ye insaaf kahan ka hai
Ka ye hai isaan ki nadani
Banaa hai shaah khazaane
Ka ye hai isaan ki nadani
Bata o kitna kha lega
Bata o kitna kha lega
Ye dana aur hawa paani
Ye dana aur hawa paani
Are paise jaisi chiz ki khatir
Koi sharaafat khoye
Paise jaisi chiz ki khatir
Koi sharaafat khoye
To insaaf kahan ka hai
Ye insaaf kahan ka hai
Ye insaaf kahan ka hai
Ek padosi raat ko soye
Aur dusara roye
To insaaf kahan ka hai
Ye insaaf kahan ka hai
Ye insaaf kahan ka hai
Sabhi ek daal ke panchhi hai
Sabhi ka ek thikana hai
Sabhi ek daal ke panchhi hai
Sabhi ka ek thikana hai
Laga o ek saath
Laga o ek saath nara ki
Ye janta ka zamana hai
Ye janta ka zamana hai
Ko kisi ka bij chura
Kar apani kheti boye
Ko kisi ka bij chura
Kar apani kheti boye
To insaaf kahan ka hai
Ye insaaf kahan ka hai
Ye insaaf kahan ka hai
Ek padosi raat ko soye
Aur dusara roye
To insaaf kahan ka hai
Ye insaaf kahan ka hai
Ye insaaf kahan ka hai.