Ek Meetha Marz De Ke Lyrics – Madhushree, Mohit Chauhan
Chalke palkon ke peeche
Chalke tanha aanso koi
Teri yaad jab sataye
Woh chakle chaka jaye yuhi
Es khat ki jo hai shyaahi
Sun mere aanson se hai bani
Mera dard bhi tu hi hai
Jana hai dawa tu meri
Ek meetha marz dene
Aana tum yunhi
Aana tum yunhi
Suni suni raaton mein
Khoye khoye khwaabon mein
Aana aana yun hi
Ek meetha marz dene
Aana tum yunhi
Ek dawa ka karz dene
Aana tum yunhi
Tum jo nahi to
Zindagi ke andhiyare roshan nahi
Tum jo nahi to
Zindagi ki tasveeri mein rang nahi
Chanda nahi suraj nahi
Jo tu nahi kuch bhi nahi
Thodi chandani loota ne
Aana tum yun hi
Thodi dhoop chikad jaane
Aana tum yun hi
Tum jo nahi to mein sukhi hai ghazal
Koi sur nahi
Tum jo nahi to mein suni hai dagar
Manzil nahi
Tum jo nahi to mere sukhe nainno mein kajal nahi
Tum jo nahi to mere pao baje payal nahi
Sawan nahi bhado nahi
Jo tum nahi kuch bhi nahi
Ek meetha marz dene
Aana tum yunhi
Ek dawa ka karz dene
Aana tum yunhi
Suni suni raaton mein
Khoye khoye khwwabon mein
Aana aana yun hi
Ek meetha marz dene
Umm ummm ummmmm
Ek dawa ka karz dene
Ummm ummm ummmmm
Chalke palkon ke peeche
Chalke tanha aanso koi
Teri yaad jab sataye
Woh chakle chaka jaye yuhi
Chalke palkon ke peeche
Chalke tanha aanso koi
Teri yaad jab sataye
Woh chakle chaka jaye yuhi.