Ek Lafz Mohabbat Ka Lyrics

in

"Ek Lafz Mohabbat Ka" Song Details:

Movie: Chauranghee (1942)
Singer(s):Abida Parveen
Lyricist(s):Arzoo Lakhnavi, Jigar Moradabadi, Kazi Nazrul Islam, Mirza Ghalib, Partau Lakhnavi
Composer(s):Hanuman Prasad Sharma, Kazi Nazrul Islam
Music Director(s):Hanuman Prasad Sharma, Kazi Nazrul Islam
Genre(s):Playful
Director(s):Sibtain Fazli, Nabendusundar
Music Label:© Megaphone Records
Starring:Prithviraj Kapoor, Ruby Mayer, Ashalata Wabgaonkar

Ek Lafz Mohabbat Ka Lyrics – Abida Parveen

Bikha baat adham ki
Bikha baat adham ki
Bikha baat adham ki
Kahan sunan ki nahi
Jo jane so kahe nahi
Jo jane so kahe nahi
Jo kahe so jane nahi
Ek lafz mohabbat ka
Adna ye afsana hai
Ek lafz mohabbat ka
Adna ye afsana hai
Ek lafz mohabbat ka
Adna ye afsana hai
Simte to dile aashiq
Faile to zamana hai
Ek lafz mohabbat ka
Adna ye afsana hai

Aankho mein nami si hai
Chup chup se wo baithe hai
Aankho mein nami si hai
Aankho mein nami si hai
Chup chup se wo baithe hai
Najuk si nigaho mein
Najuk sa fasana hai
Najuk si nigaho mein
Najuk sa fasana hai
Ek lafz mohabbat ka
Adna ye afsana hai

Ye ishq nahi aasan
Itna hi samajh lijiye
Ye ishq nahi aasan
Itna hi samajh lijiye
Ek aag ka dariya hai
Ek aag ka
Ek aag ka dariya hai
Aur dub ke jana hai
Ek lafz mohabbat ka
Adna ye afsana hai

lyricsbogie.com
Dil sange malamat ka
Harchand nishana hai
Dil sange malamat ka
Harchand nishana hai
Dil phir bhi mera dil hai
Dil hi to zamana hai
Dil phir bhi mera dil hai
Dil hi to zamana hai
Ek lafz mohabbat ka
Adna ye afsana hai

Aansoo to bahut se hai
Aankho mein jigar le ke
Aansoo to bahut se hai
Aansoo to bahut se hai
Aankho mein jigar le ke
Bhinj jaye so moti hai
Reh jaye so dana hai
Bhinj jaye so moti hai
Reh jaye so dana hai
Ek lafz mohabbat ka
Adna ye afsana hai
Simte to dile aashiq
Faile to zamana hai
Ek lafz mohabbat ka
Adna ye afsana hai.

Ek Lafz Mohabbat Ka Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.