Ek Kamsin Lyrics – Munna Aziz, Parvati Khan, Vijay Benedict
Ek kamsin kachchhi kuwari kali
Nazo ki pali sacche dali
Jise dekh ke pani pani ho
Mugaleajam ki anarkali
Pesh karta hu aisi hasina hazur
Dekh ke jisko aaye pasina hazur
Usne ne ye na dekha hoga hazur
Dekh ke usko aaye pasina hazur
Pesh karta hoon aisi hasina hazur
Dekh ke jisko aaye pasina hazur
Mohe panghat nand lal chhead gayo
Mohe panghat pe
Mori nazuk kaliya maroad gayo
Mohe panghat pe
Ha ha mohe panghat pe
Ye umar ye kamar
Aisi talwar hain
Tikhi tirchi nazar
Haye jannat se utari hain
Galti se ye
Chand taaro ka pthar jigar chir kar
Ho ho ooo
Aisi chalti hain jaise himalaya chale
Dil kuchal ke deewano ka arma tale
Aaye bhuchal jhoom ke nache jab ye
Mare dhumaka to dharti amber hile
Ho ho ooo
Aankh lad jaye
Aankh lad jaye ise kabhi jo kahi
Haye fat jaye parvat ka sina hazur
Usne ye dekha na hoga kahi ye hazur
Dekh ke usko aaye pasina hazur
Pesh karta hu aisi hasina hazur
Dekh ke jisko aaye pasina hazur
Pyar kiya to darna kya
Jab pyar kiya to darna kya
Marna hain sab ko hum bhi marege
Aise akale marna kya
Jab pyar kiya to darna kya
Jab pyar kiya to darna kya
Ye gjab hai kahar hain qayamat hain ye
Toba kudtrat ki jalim sahrarat hain ye
Ishq mein iske lakho yahan mar mite
Ek samat hain ye ek aafat hain ye
Dil karordo ka chhina hain insne yaha
Ispe kurban hain lakho sahajaha
Jo bhi dekhe ise dekh ke dang ho
Jaha jaye is ke liye jung ho
Oo oo oo
Hone vala hone vala hain
Kayamat se samana
Ab kya ab to mushkil hain jeena hazur
Usne ye dekha na hoga kahi ye hazur
Dekh ke usko aaye pasina hazur
Pesh karta hu aisi hasina hazur
Dekh ke jisko aaye pasina hazur.