Ek Hame Awara Kehna Lyrics – Ustad Ghulam Ali
Ek hame awara kehna
Koi bada ilzam nahi
Ek hame awara kehna
Koi bada ilzam nahi
Duniya wale dilwalo ko
Aur bahut kuchh kehte hai
Wohi mizaaj wohi chaal hai zamane ki
Wohi mizaaj wohi chaal hai zamane ki
Hame bhi ho gayi aadat fareb khane ki
Wohi mizaaj wohi chaal hai zamane ki
Tanha nahi hua ruswa
Main sare shehar mein
Tanha nahi hua ruswa
Main sare shehar mein
Tanha nahi hua ruswa
Saza mili hai tumhe bhi to dil lagane ki
Saza mili hai tumhe bhi to dil lagane ki
Sharab milti hai lekin hamari pyaas se kam
Sharab milti hai lekin hamari pyaas se kam
Ajib rasm hai saaki yaha pilane ki
Ajib rasm hai saaki yaha pilane ki
Nazar bacha ke tumhe dekhta hoon mehfil mein
Nazar bacha ke tumhe dekhta hoon mehfil mein
Nazar lage na kahi tum ko is diwane ki
Nazar lage na kahi tum ko is diwane ki
Hame bhi ho gayi aadat fareb khane ki
Wohi mizaaj wohi chaal hai zamane ki.