Ek Do Teen Aare Aare Aare Lyrics – Amit Kumar, Manhar Udhas
Ek do teen aare aare aare
Duniya hasin aare aare aare
Badi rangin ye zindagi hain char din
Jeena hain to aaja pyare
Sun le mere kabhi kabhi
Yaha vaha jaha kaha
Jeene ka bhi lele maja
Bolo bolo bolo
Ek do teen aare aare aare
Duniya hasin aare aare aare
Badi rangin ye zindagi hain char din
Jeena hain to aaja pyare
Sun le mere kabhi kabhi
Yaha vaha jaha kaha
Jeene ka bhi lele maja
Ek do teen aare aare aare
Duniya hasin aare aare aare
Badi rangin
Sarabi jo hota main sang tumhare
Main khan jata to kitna maja aata
Arey takra ke jam phir aise jhalkate to
Yaaro ke sang pee ke aur nasha chhata
Sarabi jo hota mai sang tumhare
Mai khan aake to botal pe botal chhadata
Chhadata nasha to na kuch yaad rahta
To duniya ke gham bhul jata
Arey julafo ke saye mein
Baho ke ghere mein
Pee ke kahi dagmagata
Mahake nazaro rangi nazaro sitaro ke
Rangin sapne sajata
Arey ye zindagi to hain nasha
Yaar mere hath badha hath badha
Jam utha jam utha pile jara
Chhaye nasha
Ek do teen aare aare aare
Duniya hasin aare aare aare
Badi rangin
Jeena hai to aaja pyare
Sun le mere kabhi kabhi
Yaha vaha jaha kaha
Jeene ka bhi lele maja
Ek do teen aare aare aare
Duniya hasin aare aare aare
Badi rangin
Sun le mere kabhi kabhi
Yaha vaha jahan kaha
Jeene ka bhi lele maja
Jo dil fek hota to sang hamare
Tu kotho par chakar lagata
Rangin galio ki in rang ralio mein
Gham ho ke bada maja aata
Mohabbat mohabbat mohabbat
Mohabbat hain kya dil se dil ka milana
Ya maine to aaj hi jana
Sarat nazakat hasino ki chahat
Hain kya ishq mein dub jana
Kabhi hose mein phir na aana
Arey ye zindagi to hai maja.