Ek Aisa Ghar Chahiye Lyrics – Pankaj Udhas
Ek aisa ghar chaahiye mujhako
Ek aisa ghar chaahiye mujhako
Jisa ki fazza mastaana ho
Ek kone mein ghazal ki mehfil
Ek kone mein maikhaana ho
Ek kone mein maikhaana ho
Ek aisa ghar chaahiye mujhako
Jisa ki fazza mastaana ho
Ek kone mein ghazal ki mehfil
Ek kone mein maikhaana ho
Ek kone mein maikhaana ho
Ek aisa ghar chaahiye mujhako
Band naa ho insaano par
Aisa ghar jiske darawaaje
Band naa ho insaano par
Aisa ghar jiske darawaaje
Band naa ho insaano par
Shekho pehalman rendo sharaabi
Sabka aana jaana ho
Sabka aana jaana ho
Ek aisa ghar chaahiye mujhako
Ek takhtee angur ke paanee se
Likh kar dar par rakh do
Ek takhtee angur ke paanee se
Likh kar dar par rakh do
Ek takhtee angur ke paanee se
Likh kar dar par rakh do
Iss ghar mein woh aaye jisko
Subah latakh naa jaana ho
Subah latakh naa jaana ho
Ek aisa ghar chahiye mujhako
Jisakee fazza mastaana ho
Ek kone mein ghazal kee mehfil
Ek kone mein maikhaana ho
Ek kone mein maikhaana ho
Ek aisa ghar chahiye mujhako
Jo maikhar yaha aata hain
Apana mehmaan hota hain
Jo maikhar yaha aata hain
Apana mehmaan hota hain
Jo maikhar yaha aata hain
Apana mehmaan hota hain
Woh bajar jake pile
Jisako dam chukana ho
Jisako dam chukana ho
Ek aisa ghar chahiye mujhako
Pyaase hotho se kehna
Kitana hain aasaan jafar
Pyaase hotho se kehna
Kitana hain aasaan jafar
Pyaase hotho se kehna
Kitana hain aasaan jafar
Mushkil us dam aatee hai jab
Aankhon se samjaana ho
Aankhon se samjaana ho
Ek aisa ghar chaahiye mujhako
Jisakee fazza mastaana ho
Ek kone mein ghazal kee mehfil
Ek kone mein maikhaana ho
Ek kone mein maikhaana ho.