Ek Abr E Siyaah Chhaaya Lyrics

in

"Ek Abr E Siyaah Chhaaya" Song Details:

Movie: Rahnuma (1948)
Singer(s):Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Lyricist(s):Habeeb Sarhadi
Composer(s):Dhumi Khan
Music Director(s):Dhumi Khan
Genre(s):Playful
Music Label:© Saregama
Starring:Geeta Nizami, Anjum, M H Azad, Gulnar, Sayani, Majid, Aziz

Ek Abr E Siyaah Chhaaya Lyrics – Mohammed Rafi, Shamshad Begum

Ek abr e siyaah chhaaya aa
Ek abr e siyaah chhaaya
Aa jaa mere saathhi
Teri yaad ne tadpaayaa aa

lyricsbogie.com
Ik kaali ghataa chhhaayi ee
Ik kaali ghataa chhhaayi
Jaane kyun dil machlaa
Aur yaad teri aayi ee

Bulbul ne machaaya shor aur
Bulbul ne machaaya shor
Nazron mein mere siwaa
Janchtaa nahin koyi aur

Ambuwaa pe koyal bole ae
Seene mein dard utthhe
Ambuwaa pe koyal bole ae
Seene mein dard utthhe
Aur meraa jiyaa dole ae

Anjaan zamaana hai ae
Anjaan zamaana hai ae
Zaalim ne mohabbat ko
Kya jaane kya jaana hai

Khushiyon ka zamaana hai ae
Khushiyon ka zamaana hai ae
Masoom nigaahon mein
Ulfat ka fasaanaa hai ae

Kyun humse nigaah pheri ee
Kyun humse nigaah pheri
Aankhon ke pardon mein
Tasveer rakhi teri ee.

Ek Abr E Siyaah Chhaaya Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.