Eid Ka Din Hai Lyrics – Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Eid ka din hai Eid ka
Din hai Eid ka din hai
Gale aaj toh mil le jaalim
Rashme duniya bhi hai
Mauka bhi hai dastoor bhi hai
Rashme duniya bhi hai
Mauka bhi hai dastoor bhi hai
Ishq iss tarah ke
Gustaakh takaaje na kare
Husn majdur bhi majbur
Bhi magroor bhi hai
Husn majdur bhi majbur
Bhi magroor bhi hai
Gurur e husn ke sadake
Mohabbat yun nahi karte
Gurur e husn ke sadake
Mohabbat yun nahi karte
Gurur e husn ke sadake
Gurur e husn ke sadake
Mohabbat yun nahi karte
Nahi karte haan nahi karte
Bhari mehfil mein jaahir
Bhari mehfil mein jaahir
Dil ki vehshat yun nahi karte
Bhari mehfil mein jaahir
Bhari mehfil mein jaahir
Dil ki vehshat yun nahi karate
Nahi karate haan nahi karate
Gurur e husn ke sadake
Mohabbat yun nahi karte
Bhari mehfil mein jaahir
Dil ki vehshat yun nahi karte
Yeh maana yeh maana
Yeh maana tum haseen ho
Aur tumhe haq hai shararat ka
Yeh maana tum haseen ho
Aur tumhe har hai shararat ka
Ha shararat ka ha ha shararat ka
Kisi ki jaan pe ban jaaye
Kisi ki jaan pe ban jaaye
Sharaarat yun nahi karte
Kisi ki jaan pe ban jaaye
Sharaarat yun nahi karte
Jise tum husn kehate ho
Kehate ho o o o o aa aa aa
Jise tum husn kehate ho
Jise tum husn kehate ho
Jise tum husn kehate ho
Woh kaaba hai nigaahon ka
Ha nigaahon ka ha ha nigaahon ka
Adab laajim hai laajim hai
Adab laajim hai kaabe ki
Jiyaarat yun nahi karte
Adab laajim hai kaabe ki
Jiyaarat yun nahi karte
Aa aa aa aa
Kuchh apane husn ki
Khairaat de do hum fakiron ko
Hum fakiron ko, hum fakiron ko
Hum fakiron ko, hum fakiron ko
Kisi saahil ko apne dar se
Kisi saahil ko apne dar se
Rukhsat yun nahi karte
Kisi saahil ko apane dar se
Rukhsat yun nahi karte
Haya aur sharm ko hum
Haya aur sharm ko hum
Husn ka jewar samjhate hai
Haya aur sharm ko hum
Husn ka jewar samjhate hai
Jewar samjhate hai samjhate hai
Yeh jewar lutake reh jaaye
Yeh jewar lutake reh jaaye
Jakhavat yun nahi karte
Yeh jewar lutake reh jaaye
Jakhavat yun nahi karte
Tumhaari ik najar par
Faisala hai jindagaani ka
Tumhaari ik najar par
Faisala hai jindagaani ka
Jindagaani ka jindagaani ka
Masiha hoke bimaaron se
Masiha hoke bimaaron se
Gaflat yun nahi karte
Masiha hoke bimaaron
Se gaflat yun nahi karte
Masiha aur hum ha ha ha ha
Masiha aur hum inn kufrr
Ki baaton se baaj aao o o o
Masiha aur hum inn kufrr
Ki baaton se baaj aao o o o
Baaj aao
Khuda ko chhodkar bhut ki
Khuda ko chhodkar bhut ki
Ibaadat yun nahi karte
Khuda ko chhodkar bhut ki
Ibaadat yun nahi karte
Woh thik sahi mera
Kehana bhi kuchh bura toh nahi
Ke id ka din hai gale
Aaj toh mil le jaalim
Rasme duniya bhi hai mauka
Bhi hai dastoor bhi hai
Rasme duniya bhi hai mauka
Bhi hai dastoor bhi hai
Rasme duniya bhi hai mauka
Bhi hai dastoor bhi hai
Rasme duniya bhi hai mauka
Bhi hai dastoor bhi hai.