Eena Meena Myna Mo Lyrics – Yashita Yashpal Sharma
Eena meena myana mo
Eena meena myana mo
Hanste rehna jo bhi ho
Hota hai jo hone do
Duniya mein kitna ulta sidha hai
Mere dil ne to bas yeh sikha hai
Jis mein khushi hai
Wohi zindagi hai gaao
Eena meena myana mo
Hota hai jo hone do
Chehre se chinta aise hata de
Coat se jaise koi dhul urraa de
Gham ka macchar na kaate
Dil ko aisi macchar-daani
Eena meena myana mo
Hota hai jo hone do
Jo hota hai woh kyun
Hota hai yeh na jaane koi
Koi kyun paata koi
Kyun khota hai yeh na jaane koi
Kaisa tamasha
Log subah savaire
Ghar se nikal aate hain sare
Aankhon mein le ke
Woh aasha nirasha
Aur yun sheher ki sarrkon
Par phirte maare maare
Kaisa rekha lagta hai har
Ek hakka bakka hai
Cheekham dhaari maara maari
Kheecham khaachi
Lakka chuppi suno samjhe
Jo hota hai woh kyun hota
Hai yeh na jaane koi..
Koi kyun paata koi kyun
Khota hai yeh na jaane koi..
Jis mein khushi hai
Wohi zindagi hai gaao
Eena meena myana mo
Hota hai jo hone do
Duniya mein hai garbar saari
Phir bhi yeh duniya hai pyari
Jaisi bhi hai hai to hamaari aao
Kyun na esey sanwaarain
Esey nikhaarain phul khilaeyn
Pyaar jataeyn pyaar nibhayen
Dost banayen geet sunayen
Hota hai hota hai hota hai
Hota hai kyun hota haim
Yeh na jaane koi
Koi kyun paata koi kiyun
Khota hai yeh na jaane koi.