Dwapur Yug Me Janam Liya Lyrics – Mohammed Rafi
Dwapur yug me janam liya parbhu ne
Har ne to dharti ka bhar
Krishna murari banwari girdhari hari
Vishnu ke purna avtaar
Bolo re hari bolo re krishna bolo bolo
Bolo re hari bolo re krishna bolo bolo
Hari kirtan ka amrit jiwan me gholo
Hari bolo re krishna bolo bolo
Bolo re hari bolo re krishna bolo bolo
Janam liya devki mai se
Jisne mathura dham se
Janam liya devki mai se
Jisne mathura dham se
Yasoda ke angana palna jhule
Hari gokul gaon me
Barij ka dulara jo tha
Barij ka dulara jo tha
Aankho ka tara
Barij ka dulara jo tha
Aankho ka tara jo tha
Usi ka bhajan karo pawan holo
Hari bolo re krishna bolo bolo
Bolo re hari bolo re krishna bolo bolo
Gwal bal sang balpane me
Jisne charai gaiya
Gwal bal sang balpane me
Jisne charai gaiya
Bana gopiyo ka pyara
Wo natkhat kishna kanahaiya
Kans ko jisne mara
Kans ko jisne mara jag ko ubhara
Kans ko jisne mara jag ko ubhara
Uski bhakti ke jal se manwa ko dholo
Hari bolo re krishna bolo bolo
Bolo re hari bolo re krishna bolo bolo
Jisne sarthi bhesh me
Geeta gaye yudh kshetar me
Jisne sarthi bhesh me
Karam yog ka gyan bhara hai
Jisne har updesh me
Ishwar avinashi jo hai
Ishwar avinashi jo hai ghat ghat ka wasi
Ishwar avinashi jo hai ghat ghat ka wasi
Jo hai sab me usi ko dekho nain man ke kholo
Bolo re hari bolo re krishna bolo bolo
Bolo re hari bolo re krishna bolo bolo
Bolo re hari bolo re krishna bolo bolo
Bolo re hari bolo re krishna bolo bolo.