Duniyan Bhookhi Paise Ki Lyrics – Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Duniya bhookhi paise ki
Pyar ka bhookha koi koi
Duniya bhookhi paise ki
Pyar ka bhookha koi koi
Aashiq kadam kadam par hai
Neet nibhata koi koi
Duniya bhookhi paise ki
Pyar ka bhookha koi koi
Kon yaha jo pi sakta hai
Ek chhlakta zam hu main
O uski himmat mujhe kharide
Milti mehnge dam hu main
Uski himmat mujhe kharide
Milti mehnge dam hu main
Kon yaha jo pi sakta hai ek
Chhlakta zaam hu main
Hotho se to sab pite hai
Aansu pita hai koi koi
Duniya bhookhi paise ki
Pyar ka bhookha koi koi
Duniya bhookhi paise ki
Pyar ka bhookha koi koi
Paisa ho to paise se
Kharidar kharida ja sakta
Ek husn ki baat hai kya
Bazar kharida ja sakta
Ek husn ki baat hai kya
Bazar kharida ja sakta
Paisa ho to paise se
Kharidar kharida ja sakta
Kal jo paisa nahi rahe to
Nazar milata koi koi
Duniya bhookhi paise ki
Pyar ka bhookha koi koi
Duniya bhookhi paise ki
Pyar ka bhookha koi koi
Main chandi ki payal hu
Mujh par paisa phenkne walo
Main to pyar ki payal hu
Mujh par paisa phenkne walo
Main to pyar ki payal hu
Chhan chhanan chhan baju
Main chandi ki payal hu
Chahne wale lakho hai hai
Marne wala koi koi
Duniya bhookhi paise ki
Pyar ka bhookha koi koi
Duniya bhookhi paise ki
Pyar ka bhookha koi koi
Aashiq kadam kadam par hai
Neet nibhata koi koi
Duniya bhookhi paise ki
Pyar ka bhookha koi koi
Duniya bhookhi paise ki
Pyar ka bhookha koi koi
Duniya bhookhi paise ki
Pyar ka bhookha koi koi.