Duniya Ne Duniya Me Lyrics – Anupama Deshpande
Duniya ne inko duniya me
Kyun aane se hai roka
Kya jaane yeh duniyawale
Yeh khushbu ka jhoka
Yeh hai khushbu ka jhoka
Duniya ne inko duniya me
Kyun aane se hai roka
Kya jaane yeh duniyawale
Yeh khushbu ka jhoka
In se hi to jeevan ki
Yeh dhara behati jaaye
Inko mitaye jag ko staye
Yeh abla kehlaye
Yeh dastoor anokha
Yeh dastoor anokha
Yeh dastoor anokha
Yeh dastoor anokha
Jab sang tere hai banwari
Sankat har le keshav yeh
Krishna hai sankat haari
Krishna hai sankat haari
Krishna hai sankat haari
Tujh sa kaun yaha balwan
Tujh sa kaun yaha balwan
Apni shakti ko pehchaan
Apni shakti ko pehchaan
Tujh sa kaun yaha balwan
Apni shakti ko pehchaan
Tu hi durge tu hi kaali
Tera roop salona
Tu hi durge tu hi kaali
Tera roop salona
Tera roop salona
Man mein rakhna tu vishwas
Kabhi na toote teri aas
Manzil hogi tere paas
Apna karam hai apne saath
Apna karam hai apne saath
Teri haar mein bhi jeet hai
Teri jeet mein bhi haar
Teri haar mein bhi jeet hai
Teri jeet mein bhi haar
Kare karamat krishna murar
Krishna ki leela yeh sansaar
Kare karamat krishna murar
Krishna ki leela yeh sansaar
Rakshak hai bhakto ka
Rakshak hai bhakto ka
Hare krishna hare krishna
Krishna krishna hare hare
Hare rama hare rama
Rama rama hare hare
Jeevan bhar patni putri
Mata ka farz nibhaye
Mata ka farz nibhaye
Phir bhi daaman mein iske
Aansu aansu hi aansu aaye
Aansu aansu hi aansu aaye
Jeevan bhar patni putri
Mata ka farz nibhaye
Phir bhi daaman mein iske
Aansu aansu hi aansu aaye
Kadam kadam par bhed bhav
Sadiyo se hota aaya
Kadam kadam par bhed bhav
Sadiyo se hota aaya
Chhin ke duniya ne hamko
Jeete jee hai jalaya
Jeete jee hai jalaya
Aasman ka megha uthega
Tufaan aansuo ka
Aasman ka megha uthega
Tufaan aansuo ka
Teri shakti anokhi nari
Teri bhakti anokhi
Teri shakti anokhi nari
Teri bhakti anokhi
Tera tyag anokha
Yeh dastoor anokha jagat ka
Yeh dastoor anokha
Yeh dastoor anokha jagat ka
Yeh dastoor anokha.