Duniya Ki Sari Kitabo Me Likha Lyrics – Asha Bhosle
Kitabo me likha
Sawalo me likha
Jawabo me iikha
Ho dunia ki sari
Kitabo me likha
Sawalo me likha
Jawabo me iikha
Har aag ke mast
Khwabo me likha
Har dil ke rangi
Irado me iikha
Ke masti khumari
Nasha hai maja hai
Ye jalwa najara hai
Khusbu fiza hai
Sab kuch hai lekin
Bharosha na karna
Mere dosto ye badi bewafa hai
Isliliye isiliye isiliye
Tham le kisi ka daman
Mang le kisi ka pyar
Jawani ke din char
Aate nahi bar bar
Tham le kisi ka daman
Mang le kisi ka pyar
Jawani ke din char
Aate nahi bar bar
Jawani ke din char
Baharo se pahle
Najaro se pahle
Jawani to bani hai
Sitaro se pahle
Ye jab bhi aati hai
Aati hai tufano ki tarah
Bana deti hai dunia
Ko ye diwano ki tarah
Ye jab bhi jati hai jati hai
Mehmano ki tarah
Bhula deti hai sabko
Bhule afsano ki tarah
Isliye isliye isliye
Jo dil me hai karle
Iska kya hai etbar
Jawani ke din char
Aate nahi bar bar
Jawani ke din char
Aate nahi bar bar
Jawani ke din char
Ye nagmo ki mahfil
Ye kirno ka aachal
Ye suraj ki aaatish
Ye bijli ki jhilmil
Ye nagmo ki mahfil
Ye kirno ka aachal
Ye suraj ki aaatish
Ye bijli ki jhilmil
Kisi ko na apna
Banaoge jo tum
Yahi hai umar dil ko
To na milaoge tum
Mohabbat ki
Manjil ye manjil
Abhi paoge na tum
Jab jaoge tumhe chhod ke
Fir pachtaoge tum
Isliye isliye isliye
Kab ye dokha de jaye
Na kare koi intzar
Jawani ke din char
Aate nahi bar bar
Thamle kisi ka aachal
Mang le kisi ka pyar
Jawani ke din char
Aate nahi bar bar
Jawani ke din char.