Duniya Hai Aisi Chaalbaaz Lyrics – Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Duniya hai aisi chaalbaaz
Duniya hai aisi chaalbaaz
Koi na jaane iska raaz
Apna bana ke de jaaye dhokha
Ho duniya hai aisi chaalbaaz
Chaalbaaz dhokhebaaz
O dagabaaz chaalbaaz
Dhokhebaaz dagabaaz
Duniya hai aisi chaalbaaz
Duniya hai aisi chaalbaaz
Koi na jaane inka raaz
Apna bana ke de jaaye dhokha
Duniya hai aisi chaalbaaz
Bholi si nazar ko
Karti hain kaam talwaar ka
Aaho aaho aaho aaho aaho ji
Ek hi bahaane se ji
Ek hi nishaane se
Dil ye udaati hai hazaar ka
Aaho aaho aaho aaho aaho ji
Marte hain ham ho khud hi sanam
Ho karo jo ishaara zara
Pyaar ka aisi hi nazar
Ho kar lo idhar hoga
Ehsaan sarkaar ka
Waah waah ye nigaahen
Ye adaayen ye andaaz
Chaalbaaz dhokhebaaz
Dagabaaz duniya hai
Aisi chaalbaaz duniya
Hai aisi chaalbaaz
Koi na jaane iska raaz
Apna bana ke de jaaye dhokha
Duniya hai aisi chaalbaaz
Bade bade chor dekhe
Seedhe saade roop mein
Kar den safaai baat baat mein
Aaho aaho aaho aaho aaho ji
Kare golmaal dekho
Phir bhi kamaal dekho
Rakhen saare duniya
Ko haath mein aaho aaho
Aaho aaho aaho ji hey
Pakde gaye to arre jakde
Gaye yo jaayenge ji seedhe
Hawaalaat mein daudo aji daudo
Ho baaten sab chhodo
Baitha ho na koi kahin
Ghaat mein jaan pehchaan gaye
Saare saazbaaz chaalbaaz
Dhokhebaaz dagabaaz
Duniya hai aisi chaalbaaz
Duniya hai aisi chaalbaaz
Koi na jaane iska raaz
Apna bana ke de jaaye dhokha
Duniya hai aisi chaalbaaz.