Due Diligence Lyrics – Talha Anjum, Shareh
Kat’ti Raatein Meri Sochon Ke Teykhaano Me
Mujhme Chupe Raaz Udaas Kaise Chaanoge?
Mein Waqeye Kaisa Miloge Toh Jaanoge
Ho Jaate Sab Alert Jab Awaaz Jaati Kaanon Me
Bhatka Musafir Mujhe Phir Bhi Jaati Raah Mil
Good Books Me Rakhte Sab Tu Bol Peer-e-kamil
Aankhon Me Halke Aur Hustle Mujhme Shaamil
Mein Thokar Khaa Ke Seekha Ke Zamaana Kaisa Zaalim Ye
Khanabadosh Lekin Danvadol Nahi
Thaali Ke Baigan Tu Zyada Bol Nahi Bas Kar Shor Nahi
Tu Khol Nahi Band Kitaabein Jin Ka Zor Nahi
Mein Asliyat Se Seekha Inme Models Ka Koi Role Nahi
Cole Nahi Phir Bhi Deta Sacrifices
Mai Larakhpan Me Ladh Ke Ladtе Immature Se Mindless Ye
Pehna Ghadhi Aajzi Ke Kam Timeless Mai
Deta Pyaar Jisne Mera Saath Diya Crisis Me
Ab Jaise Choice Hi Nahi Hai Mujhe Aana Padhe Hard
Mai Aaj Jin Ka Fan Mujhe Wahi Bole Star
Tu Kam Aqal Hai Tabhi Samajh Aati Nahi Hai
Baat Karein Gang Tera Khade-khade Kaam Bhi Tamaam Ye
I Need 100 Bands You Know I Don’t Give A Damn
Mere Saath Mere Badhe Mere Saath Mera Clan
Tere Saath Chale Saanp Tera Saath De Rahe Wehem
Tere Baad Aane Walon Ki Bhi Nahi Hogi Khair
I Do What I Want And You Do What You Can
Bas Yahi Ham Me Farq Toh Jaa Hawa Aan De Man
Workout Nahi Karta Phr Bhi Tere Ab Kyun?
Stfu Matlab Karega Ab Dab Tu
Baje Poore Town Mein Macha Dete Hain Qeher
And You’re Just A Tourist Toh Tum Yahan Ghair
When You Dance With The Devil Toh Phir Rakhna Khayaal
Har Chaal Pe Hai Aankh Ye Karachi Mera Sheher
Baje Poore Town Mein Macha Dete Hain Qeher
And You’re Just A Tourist Toh Tum Yahan Ghair
When You Dance With The Devil Toh Phir Rakhna Khayaal
Har Chaal Pe Hai Aankh Ye Karachi Mera Sheher
Grind Kiya Hard
Wahi Talha Hun Mein Aath Figures Baad
Jo Yaar Abhi Saath
Wahi Bachpane Se Saath The
Tu Yaad Kar Tu Yaad Kar Tu Yaad Kar
Jab Se Hosh Sambhaala Hai Hustle Jaari Meri
Safar Me Hun Abhi Ruki Nahi Gari Meri
Forgive But Don’t Forget Where You Came From
Rep The Same City That You Got Your Game From
Hazaaron Mere Clones
Hazaaron King Of New York Par Ek Hi Nasir Jones
Karachi King Kon?
You Better Bounce Boy Ping-pong
Smoking Ounce Boy Need A Bigger Bong
Baat Samajh Aaye Toh Wo Teri Aqal
We Don’t Stop And Explain To Any Clueless Sucker
Ye Meri Aajzi Hai Ya Akar Hai Shayad
Ky Mujhse Beef Kar Ke Launde Saalo Saal Rehte Ghayab
Underground Se Under Ground Hi Shaart Ladke
Ye Bars Chamaat Bar-to-bar Khaak Ladhte
Dead And Gone Dushman Mere Dead And Gone
Karachi Mera Aur Mein Karachi Bred And Born
Meri Nazar Alag Faraq Yahan Angles Ke
I Got Paper Dawg Issues Sirf Anger Ke
Mujhse Milne Ko Galli Me Karte Hang Ladke
Banger Hi Banger Hain Tum Thaali Ke Baingan Thy
Beats Bang Karun Bhari Puri Artillery
Kalakaari Baylagaam Rokegi Kya Hathkari
Fuck The Law If The Law Is Tryna Fuck With Me
Sab Ki Mujhse Phati Jaise Mein ‘Pac Aur Saare Diddy
Teri Laash Uthaayenge Jaise Edhi
Sab Hote Mujhse Connect Mein Jaise Koi Midi
Kam Dost I Got Plenty Hoes
Khanabadosh Always On The Road Alag Mere Flows
Baje Poore Town Mein Macha Dete Hain Qeher
And You’re Just A Tourist Toh Tum Yahan Ghair
When You Dance With The Devil Toh Phir Rakhna Khayaal
Har Chaal Pe Hai Aankh Ye Karachi Mera Sheher
Baje Poore Town Me Macha Dete Hain Qeher
And You’re Just A Tourist Toh Tum Yahan Ghair
When You Dance With The Devil Toh Phir Rakhna Khayaal
Har Chaal Pe Hai Aankh Ye Karachi Mera Sheher