Dua Lyrics – Manan Bhardwaj
Haan patthar ko apna samajh kar
Ek sheesha toot gaya
Ek soone raste par
Haan main akela chhoot gaya
Lag jaati hai aag zehan main
Jab jab bhi barsaat ho
Roz sota hoon yeh soch kar
Aaj aakhiri raat ho
Main dua karunga allah se
Meri maut tere hath ho
Aur agle janam mein phir se
Meri aashiq wali jaat ho
Main dua karunga allah se
Meri maut tere hath ho
Aur agle janam mein phir se
Meri aashiq wali jaat ho
Kya tumhein pata kitna darte hain
Hum ab ishq ke naam se
Acche khaase shayar the
Ab nahi rahe kisi kaam ke
Aa jaati hai yaad tumhari
Kaagaz kalam uthate hi
Kitne kaagaz phainke maine
Likh likh kar tere naam ke
Kya kya likha tha maine tujh par
Shayad tujhko yaad ho
Roz sota hoon yeh soch kar
Kaash tujhse baat ho
Main dua karunga allah se
Meri maut tere hath ho
Aur agle janam mein phir se
Meri aashiq wali jaat ho
Jahan rehte hain toote aashiq
Main usi jagah pe milta hoon
Tu koshish kar sun ne toh aa
Main aaj bhi gaane likhta hoon
Maine bhi kuchh dil tode hai
Jaise mera toone toda tha
Mujhe kehne lage hai saare
Ab main tere jaisa dikhta hoon
Jab jaaun main iss duniya se
Uss din khuda barsaat ho
Aur agle janam mein phir se
Meri aashiq wali jaat ho
Kya khud ko khuda maante ho
Kya khud ko khuda maante ho
Humein maar toh diya
Par ek shayar ko maarne ki
Saza jaante ho.
हाँ पत्थर को अपना समझ कर
एक शीशा टूट गया
एक सूने रस्ते पर
हाँ मैं अकेला छूट गया
लग जाती है आग ज़ेहन मैं
जब जब भी बरसात हो
रोज़ सोता हूँ ये सोच कर
आज आखिरी रात हो
मैं दुआ करूँगा अल्लाह से
मेरी मौत तेरे हाथ हो
और अगले जनम में फिर से
मेरी आशिक़ वाली जात हो
मैं दुआ करूँगा अल्लाह से
मेरी मौत तेरे हाथ हो
और अगले जनम में फिर से
मेरी आशिक़ वाली जात हो
क्या तुम्हें पता कितना डरते हैं
हम अब इश्क़ के नाम से
अच्छे खासे शायर थे
अब नहीं रहे किसी काम के
आ जाती है याद तुम्हारी
कागज़ कलम उठाते ही
कितने कागज़ फेंके मैंने
लिख लिख कर तेरे नाम के
क्या क्या लिखा था मैंने तुझ पर
शायद तुझको याद हो
रोज़ सोता हूँ ये सोच कर
काश तुझसे बात हो
मैं दुआ करूँगा अल्लाह से
मेरी मौत तेरे हाथ हो
और अगले जनम में फिर से
मेरी आशिक़ वाली जात हो
जहाँ रहते हैं टूटे आशिक़
मैं उसी जगह पे मिलता हूँ
तू कोशिश कर सुन ने तो आ
मैं आज भी गाने लिखता हूँ
मैंने भी कुछ दिल तोड़े है
जैसे मेरा तूने तोडा था
मुझे कहने लगे है सारे
अब मैं तेरे जैसा दीखता हूँ
जब जाऊं मैं इस दुनिया से
उस दिन खुदा बरसात हो
और अगले जनम में फिर से
मेरी आशिक़ वाली जात हो
क्या खुद को खुदा मानते हो
क्या खुद को खुदा मानते हो
हमें मार तो दिया
पर एक शायर को मारने की
सजा जानते हो.