Driving Slow Lyrics – Badshah
Einstein…
I’m driving slow..
Gaadi mein beamer 640 mein
Panchkula se chandigarh
Chandigarh se mohali mein
Haal hi mein..
Bollywood se phone kafi aane lage
Par tera bhai chill kar raha manali mein
Gaadi slow..phir bhi pahochun wahan
Main jahan tum kabhi bhi pahonch na sako
Gaali do..mujhse jalne walon lekin
Meri kamyabi se jo khush..taali do
Mujhse jalne wale jal jal ke kaale ho gaye
Mujhpe marti unki behne
Woh mere saale ho gaye
Woh bolte hain maine kar diya
Mila khali glass maine bhar diya
Jinko bhi mujhpe doubt tha
Maine sabka muh band kar diya
Mummy papa ko leke naya ghar diya
Apna bank account maine bhar diya
Iss saal mujhse jalne walon ke liye
Kaafi zyada thandi hone wali hain ye sardiyan
Yeah woh kaampenge, woh kaampenge
Yeah sab apna rasta naapenge, woh naapenge
Oo…
I’m driving slow, i’m driving slow
Dheere meri gaadi, i’m driving slow
Dheere meri gaadi, i’m driving slow
Jabse main hone laga famous
Mujhse jalne walon ki jalne lagi anus
Unhe lagta tha unhone mujhe padh liya
Lekin maine change kar diya syllabus
Bebas bechare mujhse karein
Jaise mere liye khush hain
Mujhko pata hai inki sachayi
Inki baatein badi badi
Lekin kaam inka fuss hai
Bas hawa rap ko hai laggi bimari
Badshah hai dawa
Bante hain shaane
Toh main bhi hoon dedh shaana
Bante hain ser toh main hoon sawa..
Har baat mein behtar
Iss saal teri lunga mein kehkar
Mujhse jalne wale jal jal ke kaale ho gaye
Mujhpe marti unki behne
Woh mere saale ho gaye
Gaadi meri 20 se 30 ki speed ke beech mein
Gaadi mein chill karun
Jaise baitha hoon main beach pe
You don’t know, you don’t know
You don’t know…
You don’t know, you don’t know
You don’t know…