Dosti Ki Hai Chot Khayee Hain Lyrics – Manhar Udhas, Nirmal Udhas, Pankaj Udhas
Hum khud hi huye tabaah warna
Duniya ko humari kyaa padi thi
Diye zakhm unhein undino ki yaade
Jab aap se dosti badi thi
Dosti ki hai chot khayee hain
Zindagi ab samajh mein aayi hain
Dosti ki hai chot khayee hain
Zindagi ab samajh mein aayi hain
Dosti ki hain chot khayee hain
Woh zara si baat par
Barso ke yaara le gaye
Lekin itna to huaa kuchh
Dost pehchane gaye
Hum ko duniya shikast kyaa deti
Hum ko duniya shikast kyaa deti
Hum ko duniya shikast kyaa deti
Hum ne unse shikast khayi hain
Hum ne unse shikast khayi hain
Zindagi ab samajh mein aayi hain
Dosti ki hain chot khayee hain
Dushmano ne to dushmani ki hain
Dushmano ne to dushmani ki hain
Dosto ne bhi kyaa kamee ki hain
Jab bhi khola hain uthake darwaza
Jab bhi khola hain uthake darwaza
Jab bhi khola hain uthake darwaza
Apni aahat ghar mein aayi hain
Apni aahat ghar mein aayi hain
Zindagi ab samajh mein aayi hain
Dosti ki hain chot khayee hain
Chandani chand se hoti hain sitaro se nahin
Dosti ek se hoti hain hazaron se nahin
Woh bhi aankhon mein kal naho shayad
Woh bhi aankhon mein kal naho shayad
Woh bhi aankhon mein kal naho shayad
Neend thodi si jo bachai hain
Neend thodi si jo bachai hain
Zindagi ab samajh mein aayi hain
Dosti ki hain chot khayee hain
Dosti ki hain chot khayee hain.