Dost Wahi Dost Ke Aaye Jo Kaam Lyrics – Manhar Udhas, Manna Dey
Dost wahi dost ke aaye jo kam
Dosti me war de jindagi tamam
Jindagi tamam tamam jindagi tamam
Thoda sa tum badho thoda sa hum badhe
Badhte badhte hi yarana ho jayega
Thoda sa tum badho thoda sa hum badhe
Badhte badhte hi yarana ho jayega
Thoda sa tum badho thoda sa hum badhe
Badhte badhte hi yarana ho jayega
Thoda sa tum kaho kaho kaho
Thoda sa tum kaho
Thoda sa hum kahe
Kahte kahte hi afsana ho jayega
Thoda sa tum badho thoda sa hum badhe
Badhte badhte hi yarana ho jayega
Karke rahenge karke rahenge
Jamane se kya maut se bhi ladenge
Bat ke pakke hai tere diwane hai
Ye shama bujha aise parwane hai
Rakha kahne me kya aage tum dekhna
Dekhe honge bahut hamsa par ek na
Thoda sa hai safar thodi si hai kasar
Thoda sa hai safar thodi si hai kasar
Jise chahe wo nishana ho jayega
Thoda sa tum badho thoda sa hum badhe
Badhte badhte hi yarana ho jayega
Hath hamse milakar chale aandhiya
De samundar jala hum wo chingariya
Waqt deta badal har insan ko
Nap lete hai hum har tufan ko
Jaha me hamara yahi hai nisha
Hamse hoti hai majbur majburiya
Hamse hoti hai majbur majburiya
Maf karna khata de itna bata
Chur ho jaye hamse jo takrayega
Thoda sa tum badho thoda sa hum badhe
Badhte badhte hi yarana ho jayega
Aisa lagta yaha hai jarurat meri
Khich layi hame yar yari teri
Hamne sikha hai hara har ko jitna
Bad pisne ke hi rang paye hina
Oro ko manjil mile na mile
Hamari to manjil hai kadam ke tale
Aahe kadam ke tale ha ha kadam ke tale
De dunia badal aasma tu sambhal
De dunia badal aasma tu sambhal
Tut kar har sitara bikhar jayega
Badhte badhte hi yarana ho jayega
Thoda sa tum badho thoda sa hum badhe
Badhte badhte hi yarana ho jayega
Thoda sa tum kaho kaho kaho
Thoda sa tum kaho
Thoda sa hum kahe
Kahte kahte hi afsana ho jayega
Thoda sa tum badho thoda sa hum badhe
Badhte badhte hi yarana ho jayega
Kahte kahte hi afsana ho jayega.