Doli Chadh Ke Dulhan Sasural Chal Lyrics – Mahendra Kapoor
Doli chadh ke dulhan
Sasuraal chali doli chadh ke
Doli chadh ke dulhan
Sasuraal chali doli chadh ke
Kaise hasrat se
Baabul ki dekhen gali
Doli chadh ke dulhan
Sasuraal chali doli chadh ke
Aaj jana bhi hain
Apane saajan se
Waada nibhana bhi hain
Dil na maane magar
Aaj jana bhi hain
Apane saajan se waada
Nibhana bhi hain
Saamne ek nayi
Zindagi hai magar
Saamne ek nayi
Zindagi hai magar
Pichhe gujara hua
Ek zamana bhi hai
Doli chadh ke dulhan
Sasuraal chali doli chadh ke
Kaise hasrat se
Baabul ki dekhen gali
Doli chadh ke dulhan
Sasuraal chali doli chadh ke
Doliyaan khush naseebon
Ki sajati rahen
Mehandiyan sabke
Haathon mein rachati rahen
Doliyaan khush naseebon
Ki sajati rahen
Mehandiyan sabke haathon
Mein rachati rahen
Phool chehron ke bhi
Muskurate rahen
Phool chehron ke bhi
Muskurate rahen
Chudiyaan dulhanon
Ki khanakti rahen
Doli chadh ke dulhan
Sasuraal chali doli chadh ke
Kaise hasrat se baabul
Ki dekhen gali
Doli chadh ke dulhan
Sasuraal chali doli chadh ke
Koi ghunghat hata
Dega jab raat ko
Bhul jaayegi maike
Ki har baat ko
Koi ghunghat hata
Dega jab raat ko
Bhul jaayegi maike
Ki har baat ko
Apane raaja ki baahon
Mein so jaayegi
Apane raaja ki baahon
Mein so jaayegi
Leke palkon mein
Khushiyon ki baraat ko
Doli chadh ke dulhan
Sasuraal chali doli chadh ke
Kaise hasrat se
Baabul ki dekhen gali
Doli chadh ke dulhan
Sasuraal chali doli chadh ke.