Dola Dola Lyrics – Srinivas, Swarnalatha
Imtihan hum pyaar ka de ke
Raha dekhe kya hai nateeja
Imtihan hum pyaar ka de ke
Raha dekhe kya hai nateeja
Raha dekhe kya hai nateeja
Imtihan hum pyaar ka de ke
Raha dekhe kya hai nateeja
Na aaya yakeen dil ko
Jab naam apna dekha
Kagaz pe woh tere dil ke
Ye aakhein hui hain haan
Saatch hai saatch hai
Jo dekha hai
Dilbar tan mann apna
Hum ne vaara tum pe
Dola dola dola dola
Mann dola dola dola
Dola dola dola dola
Mann dola dola dola
Aaa aaa
Gori gori ye kalayi
Teri choo loon zara
Teri choodiyoon se
Dhun koi chedoon zara
Gori gori ye kalayi
Teri choo loon zara
Teri choodiyoon se
Dhun koi chedoon zara
Jis pal tu ne chua
Mujhe zara zara
Mujhe aaya bhi aaya
Ye dil ko aaya mazaa zara
Tere roop ki sharaab
Aakhon se pi te hain
Saachi mein to sharab
Aisi hi hoti hai
Zindagi yoon hi beet
Rahi thi sanam
Tere milney se jeeney
Mein aaya hai dam
Imtihan hum pyaar ka de ke
Raha dekhe kya hai nateeja
Imtihan hum pyaar ka de ke
Raha dekhe kya hai nateeja
Dola dola dola dola
Mann dola dola dola
Dola dola dola dola
Mann dola dola dola
Mera roop hai
Tumse khila khila
Khushiya ka hai
Tumse hi silsila
Maine rab se jo
Maangi dua dua
Un hi duaon ka tum hi
To ho na sila sila
Abh to pyaar ki barsaat
Honi hai dil raat
Chahein kuch ho haalat
De na pyaar ka saath
Yoon hi apni mohabbat
Phooley phaley
Ye kaarvan yoon
Hi chala chaley
Mmm mmm mmm
Mmm aaa aaa
Imtihan hum pyaar ka de ke
Raha dekhe kya hai nateeja
Imtihan hum pyaar ka de ke
Raha dekhe kya hai nateeja
Dola dola dola dola
Mann dola dola dola
Dola dola dola dola
Mann dola dola dola
Imtihan hum
Pyaar ka de ke
Raha dekhe
Kya hai nateeja
Imtihan hum
Pyaar ka de ke
Raha dekhe
Kya hai nateeja
Dola dola dola dola
Mann dola dola dola
Dola dola dola dola
Mann dola dola dola.