Do Phool Jawani Ke Lyrics – Asha Bhosle
O sala, arey o sala
Do phool jawani ke
Khila kyu nhi lete
Do phool jawani ke
Khila kyu nhi lete
Masti bhare mosam ka
Maja kyu nahi lete
Do phool jawani ke
Khila kyu nhi lete
Do phool jawani ke
Khila kyu nhi lete
Masti bhare mosam ka
Maja kyu nahi lete
Pyara hai sama mai hoon
Hasi aur tu hai jawa
Dil mein hoti hai chubhan
Kap jata hai badan
O sala ab na tarsao mujhe
Ab na tadpao mujhe
Tumko sapano ki kasam
Tumko apno ki kasam
Ye dil to tumhara hai
Ye dil to tumhara hai
Chura kyo nahi lete
Masti bhare mosam ka
Maja kyu nahi lete
Do phool jawani ke
Khila kyu nhi lete
Masti bhare mosam ka
Maja kyu nahi lete
Khoyi khoyi hai
Fiza aur aayega maja
Sathi dil chedo zara
Ek nazer dekho zara
O sala meinra arman ho tum
Ha meinri jaan ho tum
Mujhe chinta hai yahi
Tumhe lute na koi
Khud ko meinri baho mein
Chhupa kyo nahi lete
Masti bhare mosam ka
Maja kyu nahi lete
Do phool jawani ke
Khila kyu nhi lete
Masti bhare mosam ka
Maja kyu nahi lete
Chori chori hi sahi
Maan lo dil ki kahi
Jhum kar aayi ghata
Gungunati hai hawa
O sala dekho dil chhane lagi
Pyar jhalkane lagi
Meinri aankho se piyo
Meinre hotho se piyo
Jab aag lagi hai to
Jab aag lagi hai to
Bhujha kyo nahi lete
Masti bhare mosam ka
Maja kyu nahi lete
Do phool jawani ke
Khila kyu nhi lete
Do phool jawani ke
Khila kyu nhi lete
Masti bhare mosam ka
Maja kyu nahi lete.