Do Pal Lyrics – Lata Mangeshkar, Sonu Nigam
दो पल रुका ख़्वाबों का कारवाँ
और फिर चल दिए तुम कहाँ हम कहाँ
दो पल की थी ये दिलों की दास्ताँ
और फिर चल दिए तुम कहाँ हम कहाँ
और फिर चल दिए तुम कहाँ हम कहाँ
तुम थे या कोई कली मुस्काई थी
तुम थे या सपनों का था सावन
तुम थे के खुशियों की घटा छाई थी
तुम थे के था कोई फूल खिला
तुम थे या मिला था मुझे नया जहां
दो पल रुका ख़्वाबों का कारवाँ
और फिर चल दिए तुम कहाँ हम कहाँ
दो पल की थी ये दिलों की दास्ताँ
और फिर चल दिए तुम कहाँ हम कहाँ
और फिर चल दिए तुम कहाँ हम कहाँ
आ… आ… आ…
तुम थे या खुशबू हवाओं में थी
तुम थे या रंग सारी दिशाओं में थे
तुम थे या रौशनी राहों में थी
तुम थे या गीत गूंजे फ़िज़ाओं में थे
तुम थे मिले या मिली थी मंज़िलें
तुम थे के था जादू भरा कोई समां
दो पल रुका ख़्वाबों का कारवाँ
और फिर चल दिए तुम कहाँ हम कहाँ
दो पल की थी ये दिलों की दास्ताँ
और फिर चल दिए तुम कहाँ हम कहाँ
और फिर चल दिए तुम कहाँ हम कहाँ
और फिर चल दिए तुम कहाँ हम कहाँ.
Aur phir chal diye tum kahaan hum kahaan
Do pal ki thi ye dilon ki daastaan
Aur phir chal diye tum kahaan hum kahaan
Aur phir chal diye tum kahaan hum kahaan
Tum the ke thi koyi ujli kiran
Tum the ya koyi kali muskaayi thi
Tum the ya sapnon ka tha saawan
Tum the ke khushiyon ki ghata chhaayi thi
Tum the ke tha koyi phool khila
Tum the ya mila tha mujhe naya jahaan
Do pal ruka khwaabon ka kaarvaan
Aur phir chal diye tum kahaan hum kahaan
Do pal ki thi ye dilon ki daastaan
Aur phir chal diye tum kahaan hum kahaan
Aur phir chal diye tum kahaan hum kahaan
Aa… aa… aa…
Tum the ya khushboo hawaaon mein thi
Tum the ya rang saari dishaaon mein the
Tum the ya roshni raahon mein thi
Tum the ya geet goonje fizaaon mein the
Tum the mile ya mili thi manzilein
Tum the ke tha jaadoo bhara koi sama
Do pal ruka khwaabon ka kaarvaan
Aur phir chal diye tum kahaan hum kahaan
Do pal ki thi ye dilon ki daastaan
Aur phir chal diye tum kahaan hum kahaan
Aur phir chal diye tum kahaan hum kahaan
Aur phir chal diye tum kahaan hum kahaan.