Do Jhoot Diye Lyrics – Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Do jhut diye ek sach ke liye
Aur sach ne kya inam diye
Badnaam hue nakam hue
Na karne jaise kam kiye
Do jhut diye ek sach ke liye
Aur sach ne kya inam diye
Badnaam hue nakam hue
Na karne jaise kam kiye
Do jhut diye ek sach ke liye
Kis ajib mod par aa gayi hai zindagi
Har taraf purasiya bhuji bhuji hai roshni
Na dube aur na par hue
Mozo par roz mukam kiye
Badnaam hue nakam hue
Na karne jaise kam kiye
Do jhut diye ek sach ke liye
Do dilo me ho gaye
Do jaha ke fasle
Do dilo me ho gaye
Do jaha ke fasle
Manjilo ke pas hi
Lut gaye hai fasle
Jo kam kisi dushman ke hai
Wo ulfat ne anjam diye
Badnaam hue nakam hue
Na karne jaise kam kiye
Do jhut diye ek sach ke liye.