Do Ghoont Mujhay Bhi Pila De Sharabi Lyrics – Lata Mangeshkar
Doh ghoont mujhe
Bhi pila de sharaabhi
Dekh phir hota hai kya
Ho doh ghoot mujhe
Bhi pila de sharaabhi
Dekh phir hota hai kya
Baalama re zaalimaa
Arrey arrey arrey arrey
Aag paani main lagaade zaraasi
Dekh phir hota hai kya
Ho doh ghoot mujhe
Bhi pila de sharaabhi
Dekh phir hota hai kya
Gaavungi re naachungi re
Tere liye aaj se main
Aaye sharam lekin baalam
Mar jaungi laaj se main
Gaavungi re naachungi re
Tere liye aaj se main
Aaye sharam lekin baalam
Mar jaungi laaj se main
Baalama re zaalima
Arrey arrey arrey arrey
Naach gaaye ghoongat
Utaade sharabhi
Dekh phir hotha hai kya
Ho doh ghoot mujhe
Bhi pila de sharaabhi
Dekh phir hota hai kya
Kis kaam kaa yeh jaam hai
Isme mazaa woh naheen hai
Bhar ke bhi yeh khaali sa hai
Isme nashaa woh naheen hai
Kis kaam kaa yeh jaam hai
Isme mazaa woh naheen hai
Bhar ke bhi yeh khaali sa hai
Isme nashaa woh naheen hai
Saakiyaa re saakiyaa
Arrey arrey arrey arrey
Pyaar thoda is mein
Milaade sharaabhi
Dekh phir hota hai kya
Ho doh ghoot mujhe
Bhi pila de sharaabhi
Dekh phir hota hai kya
Aaye mazaa aaj aise
Tadpe jiyaa aise mera
Bulbul koyee kaid jaise
Is pe likhaa is mein likhaa
Aaye mazaa aaj aise
Tadpe jiyaa aise mera
Bulbul koyee kaid jaise
Thodi ya pe ranziyaa
Arrey arrey arrey arrey ek baar
Ek baar paharaa hataade sharaabhi
Dekh phir hota hai kya
Doh ghoot mujhe bhi
Pila de sharaabhi
Dekh phir hota hai kya
Baalama re zaalimaa
Arrey arrey arrey arrey
Aag paani main lagaade zaraasi
Dekh phir hota hai kya
Ho doh ghoot mujhe
Bhi pila de sharaabhi
Dekh phir hota hai kya.