Din Guzar Gaya Lyrics – Chitra Singh (Chitra Dutta), Jagjit Singh
Din guzar gaya, aitbaar mein
Din guzar gaya, aitbaar mein
Raat kat gayi intezaar mein
Din guzar gaya, aitbaar mein
Wo maza kahan basle yaat mein
Wo maza kahan basle yaat mein
Lutf jo milaa intezaar mein
Din guzar gaya, aitbaar mein
Unki ik nazar kaam kar gayi
Unki ik nazar kaam kar gayi
Hosh ab kahan hoshiyar mein
Din guzar gaya, aitbaar mein
Mere kabze mein aaiyeena to hai
Mere kabze mein aaiyeena to hai
Main hoon aapke ikhtiyaar mein
Din guzar gaya, aitbaar mein
Aankh to uthee phool ki taraf
Aankh to uthee phool ki taraf
Dil ulazh gaya husn-haar mein
Din guzar gaya, aitbaar mein
Tumse kya kahen, kitne gham sahen
Tumse kya kahen, kitne gham sahen
Hamne be-wafa tere pyaar mein
Din guzar gaya, aitbaar mein
Fikr-e-aashiyaan har khizaam ki
Aashiyaan jalaa har bahaar mein
Din guzar gaya, aitbaar mein
Kis tarah ye gham bhool jaaye hum
Kis tarah ye gham bhool jaaye hum
Wo juda hua ishtihaar mein
Din guzar gaya, aitbaar mein.