Dilwalo Kya Dekh Rahe Ho Lyrics – Ustad Ghulam Ali
Dilwalo kya dekh rahe ho
Inn raho mein, inn raho mein
Hadd-e-najar tak yeh virani
Sath chalegi, sath chalegi
Dilwalo kya dekh rahe ho
Inn raho mein, inn raho mein
Hadd-e-najar tak yeh virani
Sath chalegi, sath chalegi
Dilwalo kya dekh rahe ho
Ghar ke andar sare jangal kaa
Sannata, sannata
Ghar ke andar sare jangal kaa
Sannata, sannata
Sham huyi toh iss jangal mein
Hawa chalegi, hawa chalegi
Dilwalo kya dekh rahe ho dilwalo
Jinake hathon dil ki yeh
Tauhin huyi hai, tauhin huyi hai
Jinake hathon dil ki yeh
Tauhin huyi hai, tauhin huyi hai
Unake liye bhi yeh duniya aisi
Naa rahegi, aisi naa rahegi
Dilwalo kya dekh rahe ho
Inn raho mein, inn raho mein
Dilwalo kya dekh rahe ho dilwalo
Raji miya tum sham se kaise
Chup baithe ho, chup baithe ho
Raji miya tum sham se kaise
Chup baithe ho, chup baithe ho
Kuchh toh bolo
Kuchh toh bolo
Kuchh toh bolo aisi chup se
Baat badhegi, baat badhegi
Dilwalo kya dekh rahe ho
Inn raho mein, inn raho mein
Hadd-e-najar tak yeh virani
Sath chalegi, sath chalegi
Dilwalo kya dekh rahe ho dilwalo
Dilwalo kya dekh rahe ho
Inn raho mein, inn raho mein
Dilwalo kya dekh rahe ho dilwalo
Dilwalo kya dekh rahe ho dilwalo.