Dilbara Jab Tera Naam Liya Lyrics

in

"Dilbara Jab Tera Naam Liya" Song Details:

Movie: Banarasi Thug (1962)
Singer(s):Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar
Lyricist(s):Prem Dhawan
Composer(s):Iqbal Qureshi
Genre(s):Dance
Director(s):Lekhraj Bhakri
Music Label:© Saregama
Starring:Manoj Kumar, Vijaya Chaudhari, I. S. Johar, Lalita Pawar
Release on:15th May, 1962

Dilbara Jab Tera Naam Liya Lyrics – Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar

Dilbara jab tera naam liya
Dilbara jab tera naam liya
Dilbara jab tera naam liya
Humne to dil tham tham liya
Dilbara jab tera naam liya
Humne to dil tham tham liya

lyricsbogie.com
Janeman diya hai ek dil khuda ne
Kya karu jaan ek do nisane
Janeman diya hai ek dil khuda ne
Kya karu jaan ek do nisane
Chande aaftab hu mai
Chande moh tab hu
Mai aaftab mohtab
Mai dono ka jawab hu
Mai chande aaftab hu
Mai chande moh tab hu
Mai aaftab mohtab
Dono ka jawab hu
To dono  ko salam kiya
Dilbara jab tera naam liya
Humne to dil tham tham liya
Dilbara jab tera naam liya
Humne to dil tham tham liya

Chhodiye aaji ye berukhi to chhodiye
Dekhiye kisi ke dil ko yu na toadiye
Chhodiye aaji ye berukhi to chhodiye
Dekhiye kisi ke dil ko yu na toadiye
Ye mana tum ho najni
Ye mana tum ho mahajubi
Mager na dunga dil tumko
Tum kisi ke bhi nahi
Hazar ko gulam kiya
Dilbara jab tera naam liya
Humne to dil tham tham liya
Dilbara jab tera naam liya
Humne to dil tham tham liya

Meheraba hume bhi aati hai aadye
Soch ke jara milaiye nigahe
Meheraba hume bhi aati hai aadye
Soch ke jara milaiye nigahe
Nigahe hum mila chuke
Ye gul to ab khila chuke
Tere liye e sangate
Ye zindagi luta chuke
Nigahe hum mila chuke
Ye gul to ab khila chuke
Tere liye e sangate
Ye zindagi luta chuke
To kya bada kaam kiya
Dilbara jab tera naam liya
Humne to dil tham tham liya
Dilbara jab tera naam liya
Humne to dil tham tham liya.

Dilbara Jab Tera Naam Liya Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.