Dil Sambhale Sambhalta Nahin Lyrics – Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
दिल संभाले संभलता नहीं आज तो
दिल संभाले संभलता नहीं आज तो
पास आने की दे दो इज़ाज़त हमें
पास आने की दे दो इज़ाज़त हमें
देखिये यह हसीं शाम ढलने को है
देखिये यह हसीं शाम ढलने को है
अब्ब लौट जाने की दे दो इजाज़त हमें
अब्ब लौट जाने की दे दो इजाज़त हमें
देखिये यह हसीं शाम ढलने को है
कैसे केहदे कि जाओ इन आँखों से अब्ब
तुमको जाते हुए अब्ब देखा जाता नहीं
कैसे केहदे कि जाओ इन आँखों से अब्ब
तुमको जाते हुए अब्ब देखा जाता नहीं
हम भी मजबूर है वर्ना जाने का तो
यह ख़याल अपने दिल में भी आता नहीं
यह ख़याल अपने दिल में भी आता नहीं
झील सी अपनी आँखों में बेह लो ज़रा
झील सी अपनी आँखों में बेह लो ज़रा
डूब जाने की देदो इजाज़त हमें
अब्ब तो जाने की दे दो इजाज़त हमें
देखिये यह हसीं शाम ढलने को है
जाने फिर कब सनम आये हम होश में
डाल दी तुमने आँखों में आँखे अगर
जाने फिर कब सनम आये हम होश में
ज़िन्दगी भर हमें साथ रहना है अब्ब
हम रहेंगे मोहब्बत की आगोश में
हम रहेंगे मोहब्बत की आगोश में
क्या बताए हमें डर ज़माने का है
क्या बताए हमें डर ज़माने का है
इस ज़माने की देदो इजाज़त हमें
पास आने की दे दो इज़ाज़त हमें
देखिये यह हसीं शाम ढलने को है.
Dil sambhale sambhlta nahin aaj to
Paas aane ki de doh ijazat hamein
Paas aane ki de doh ijazat hamein
Dekhiye yeh haseen shaam dalhne ko hai
Dekhiye yeh haseen shaam dalhne ko hai
Abb laut jaane ki de do ijazat hamein
Abb laut jaane ki de do ijazat hamein
Dekhiye yeh haseen shaam dalhne ko hai
Kaise kehde ki jao in ankhon se abb
Tumko jaate hue abb dekha jata nahi
Tumko jaate hue abb dekha jata nahi
Hum bhi majboor hai varna jane ka to
Yeh khayal apne dil mein bhi aata nahi
Yeh khayal apne dil mein bhi aata nahi
Zeel si apni aankhon mein beh le zara
Zeel si apni aankhon mein beh le zara
Doob jane ki dedo ijazat hamein
Abb laut jaane ki de do ijazat hamein
Dekhiye yeh haseen shaam dalhne ko hai
Daal di tumne aankhon mein ankhe agar
Jaane phir kab sanam aaye hum hosh mein
Jaane phir kab sanam aaye hum hosh mein
Zindagi bhar humein saath rehna hai abb
Hum rehenge mohabbat ki agosh mein
Hum rehenge mohabbat ki agosh mein
Kya baatein humein dar zamane ka hai
Kya baatein humein dar zamane ka hai
Is zamane ki dedo ijazat humein
Paas aane ki de doh ijazat hamein
Dekhiye yeh haseen shaam dalhne ko hai.