Dil Ne Phir Yaad Kiya Lyrics – Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Suman Kalyanpur
दिल ने फिर याद किया बर्फ सी लहराई है
दिल ने फिर याद किया बर्फ सी लहराई है
दिल ने फिर याद किया बर्फ सी लहराई है
फिर कोई चोट मुहब्बत की उभर आयी है
दिल ने फिर याद किया
वो भी क्या दिन थे हमें दिल में बिठाया था कभी
वो भी क्या दिन थे हमें दिल में बिठाया था कभी
और हस हस के गले तुम ने लगाया था कभी
खेल ही खेल में क्यों जान पे बन आयी है
फिर कोई चोट मुहब्बत की उभर आयी है
दिल ने फिर याद किया
क्या बतायें तुम्हे हम शम्मा की किस्मत क्या है
घूम में जलने के सिवा और मुहब्बत क्या है
ये वो गुलशन है की जिस में न बहार आयी है
फिर कोई चोट मुहब्बत की उभर आयी है
दिल ने फिर याद किया
हम वो परवाने हैं जो शम्मा का दम भरते हैं
हम वो परवाने हैं जो शम्मा का दम भरते हैं
हुस्न की आग में खामोश जला करते हैं
आह भी निकले तो ये प्यार की रुसवाई है
फिर कोई चोट मुहब्बत की उभर आयी है
दिल ने फिर याद किया बर्फ सी लहराई है
दिल ने फिर याद किया.
Dil ne phir yaad kiya barf si leharaayi hai
Dil ne phir yaad kiya barf si leharaayi hai
Dil ne phir yaad kiya barf si leharaayi hai
Phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai
Dil ne phir yaad kiya
Wo bhi kya din the hamein dil mein bithaya tha kabhi
Wo bhi kya din the hamein dil mein bithaya tha kabhi
Aur has has ke gale tum ne lagaya tha kabhi
Khel hi khel mein kyon taan pe ban aayi hai
Phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai
Dil ne phir yaad kiya
Kya bataayein tumhe hum shamma ki kismat kya hai
Kya bataayein tumhe hum shamma ki kismat kya hai
Ye wo gulshan hai ki jis mein na bahaar aayi hai
Phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai
Dil ne phir yaad kiyaa
Hum wo parwaane hain jo shamma ka dam bharte hain
Hum wo parwaane hain jo shamma ka dam bharte hain
Husn ki aag mein khaamosh jala karte hain
Aah bhi nikle to ye pyar ki ruswaayi hai
Phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai
Dil ne phir yaad kiya barf si leharaayi hai
Dil ne phir yaad kiya.