Dil Ki Tamanna Lyrics – Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Dil ki tamanna thi masti mein
Manzil se bhi dur nikalte
Apna bhi koi sathi hota
Apna bhi koi sathi hota
Hum bhi bahakte chalte chalte
Ho dil ki tamanna thi masti mein
Manzil se bhi dur nikalte
Apna bhi koi sathi hota
Hum bhi bahakte chalte chalte
Ho dil ki tamanna thi masti mein
Khwabo ki rangi wadi mein gum
Hote kahi hum aur tum
Khwabo ki rangi wadi mein gum
Phir un khwabo ki wadi se
Uthte aankhe malte malte
Dil ki tamanna thi masti mein
Manzil se bhi dur nikalte
Apna bhi koi sathi hota
Hum bhi bahakte chalte chalte
Ho dil ki tamanna
Hansti zameen gate kadam
Chalte nazare chalte jo hum
Hansti zameen gate kadam
Chalte nazare chalte jo hum
Rukte ham to ruk ruk jata
Dhalta suraj dhalte dhalte
Dil ki tamanna thi masti mein
Manzil se bhi dur nikalte
Apna bhi koi sathi hota
Hum bhi bahakte chalte chalte
Ho dil ki tamanna
Aur shame gham ban ke agar
Dukh ke andhere karte safar
Aur shame gham ban ke agar
Dukh ke andhere karte safar
Raho ki bhi pak ban jati
Pyar bhare dil jalte hai
Dil ki tamanna thi masti mein
Manzil se bhi dur nikalte
Apna bhi koi sathi hota
Hum bhi bahakte chalte chalte
Ho dil ki tamanna.