Dil Ke Dushman Lyrics

in

"Dil Ke Dushman" Song Details:

Movie: Awara Baap (1985)
Singer(s):Asha Bhosle
Lyricist(s):M. G. Hashmat
Composer(s):R. D. Burman
Music Director(s):R. D. Burman
Genre(s):Dance
Director(s):Sohanlal Kanwar
Music Label:© Saregama
Starring:Rajesh Khanna, Meenakshi Seshadri, Madhuri Dixit, Rajan Sippy, Om Parkesh, Om Shiv Puri
Release on:20th November, 1985

Dil Ke Dushman Lyrics – Asha Bhosle

Dil ke dusman pe dil aaya
Aankhe mili to dil mein samaya
Dil ke dusman pe dil aaya
Aankhe mili to dil mein samaya
Yaad mein uski raat ko roye
Na wo soya na ham soye
Dil ke dusman pe dil aaya
Aankhe mili to dil mein samaya
Dil ke dusman pe dil aaya
Aankhe mili to dil mein samaya
Yaad mein uski raat ko roye
Na wo soya na ham soye
Dil ke dusman pe dil aaya
Aankhe mili to dil me samaya

Zindagi ke mod pe ham mile is tarah
Jaise ek musafir puche duje ka pata
Zindagi ke mod pe ham mile is tarah
Jaise ek musafir puche duje ka pata
Dekh ke soch ab kaha jana
Yahi hain manzil yahi hain thikana
Dil ke dusman pe dil aaya
Aankhe mili to dil mein samaya
Yaad me uski raat ko roye
Na wo soya na ham soye

lyricsbogie.com
Jine ko to ab tak jiye the akele
Achhe kaha lagte the duniya ke mele
Jine ko to ab tak jiye the akele
Achhe kaha lagte the duniya ke mele
Sathi bina zindagi saja hain
Dil ke dusman pe dil aaya
Aankhe mili to dil mein samaya
Yaad mein uski raat ko roye
Na wo soya na ham soye
Dil ke dusman pe dil aaya
Aankhe mili to dil mein samaya

Aaj unse mulakat apni hain duji
Milne ki dobara janae kyu sujhi
Aaj unse mulakat apni hain duji
Milne ki dobara janae kyu sujhi
Kyu na mulakat aage badale
Apna apna dard mitale
Aankhe mili to dil mein samaya
Yaad mein uski raat ko roye
Na wo soya na ham soye
Aankhe mili to dil mein samaya.

Dil Ke Dushman Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.